Ishq Da Chhalla Lyrics, Singer & Song Details

Surya 2003 album cover

Surya 2003 Album Details

Partho Ghosh
Aadesh Shrivastava
Sameer
Milind Soman, Netanya Singh, Rahul Dev, Kiran Kumar, Mohan Joshi, Jagdeep, Amris

album songs
Ishq Da Chhalla
Singer : Alka Yagnik, Sneha Pant, Udit

Ishq Da Chhalla Lyrics

Song Title = Ishq Da Chhalla
Movie/album = Surya (2003)
Singers = Alka Yagnik, Sneha Pant, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Aadesh Shrivastava
Director = Partho Ghosh

Mp3 Song Lyrics

((Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Hai more alla
Hai ishq da chhalla
Chhan chhan chhan
Chhan chhanak chhanak chhan
Usi pahal ki maan lalchaya
Raaz ye meine kab se chhupaya
Ha usi pahal ki maan lalchaya
Raaz ye meine kab se chhupaya
Are jan gaya ab sara mohalla
Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Hai more alla
Hai subhan alla

Ho ho ho ho
Motio ki chudi sone ka kangana
Tere ghar aayega leke sajana
Khushbu ki doli phulo ka gahena
Tere ghar aayega leke sajana
Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Hai more alla
Hai ishq da chhalla

Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Hai more alla
Hai ishq da chhalla
Teri mang mein chand tare bhar dega
Ho tere naam zindagani kar dega
Teri mang mein chand tare bhar dega
Tere naam zindagani kar dega
Aankho mein hasega kajal
Pero mein bajegi payal
Tujhe dekh ke pehli nazar mein
Ho jayega wo gayal
Hai hai hai hai hai
Are dholki bajegi nachega angana
Khushbuo ki doli phulo ka gahena
Tere ghar aayega tera sajana
Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Hai more alla
Hai ishq da chhalla

Ye khel hai sab taqdeero ka
Koi roe koi muskaye
Kya dard chhupa kis
Ke dil mein
Koi bhi samaj na paye
Duniya mein sab ki balaye rab jodi
Koi na jaan sajaye kab jodi
Duniya mein sab ki balaye rab jodi
Koi na jaan sajaye kab jodi
Ab ghunjegi sahenayi
Mit jayegi tanhayi
Ye soch ke dekho sakhiyo
Dulhan ki nazar sarmayi
Maan le deewani tu iska kahna
Motio ki chudi sone ka kangana
Tere ghar aayega leke sajana
Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Hai more alla
Hai ishq da chhalla
Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Hai more alla
Hai ishq da chhalla
Ishq da chhalla
Hai ishq da chhalla
Hai more alla
Hai ishq da chhalla.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ishq Da Chhalla

Ishq Da Chhalla is a song from Surya 2003. It is sung by Alka Yagnik, Sneha Pant, Udit. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Surya 2003 album song list for more songs and album details.