Is Zindagi Ka Talabgar Lyrics, Singer & Song Details

Bad Aur Badnam 1984 album cover

Bad Aur Badnam 1984 Album Details

Feroz Chinoy
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Anita Raj, Shreeram Lagoo, Parveen Babi

album songs
Is Zindagi Ka Talabgar
Singer : Shailendra Singh Suresh Wadkar

Is Zindagi Ka Talabgar Lyrics

Song Lyrics Title =Is Zindagi Ka Talabgar
Song Lyrics Movie = Bad Aur Badnaam
Singers = Shailendra Singh, Suresh Wadkar
Lyricist =Anand Bakshi
Music Director =Laxmikant, Pyarelal
Movie Director =Firoz Chinoy


Mp3 Song Lyrics

((Bewaqt bekhabar tu aa gayi kidhar
Bewaqt bekhabar tu aa gayi kidhar
Chalna hai to magar
Lamba hai ye safar
Itna to waqt de waqt de raste ke waste
Raste ke waste
Saman bandh lu saman bandh lu
Arman bandh lu arman bandh lu

Is zindagi ka ghar se talabgar main nahi
Ae maut thahar ja
Ae maut thahar ja abhi taiyar main nahi
Ae maut thahar ja abhi taiyar main nahi

Kuch jor to nahi tujh per oh
Mahjabi oh mahjabi oh mahjabi
Oh mahjabi oh mahjabi
Haye kuch jor to nahi tujh per oh mahjabi
Ye jaan karz hai karz hai
Lekin ye araz hai araz hai
Muhlat hai kam badi fursat hai kam badi
Deen sirf char hai deen sirf char hai
Jalwe hazar hai jalwe hazar hai
Iss jalwagahe naaz se bazar main nahi
Ae maut thahar ja
Ae maut thahar ja abhi taiyar main nahi
Ae maut thahar ja abhi taiyar main nahi

Har jakhm tu bhare dil tujhse kyu dare
Har jakhm tu bhare dil tujhse kyu dare
Rahe farar tu dil ka karar tu tu tu

Har jakhm tu bare, alla, dil tujhse kyu dare
Rahe farar tu dil ka karar tu
Har dard ki dawa mayush ki dua
Khushiyo ka taj tu gam ka ilaaj tu
Gam ka ilaaj tu
Tu hai masiha lekin beiman main nahi
Ae maut thahar ja ae maut thahar ja
Abhi taiyar main nahi...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Is Zindagi Ka Talabgar Video

About Is Zindagi Ka Talabgar

Is Zindagi Ka Talabgar is a song from Bad Aur Badnam 1984. It is sung by Shailendra Singh Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Bad Aur Badnam 1984 album song list for more songs and album details.