Is Tarah Dekho Na Humko Lyrics, Singer & Song Details

Censor 2001 album cover

Censor 2001 Album Details

Dev Anand
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Vinod Mahendra
Dev Anand, Hema Malini, Shammi Kapoor

album songs
Is Tarah Dekho Na Humko
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Is Tarah Dekho Na Humko Lyrics

Song Title = Is Tarah Dekho Na Humko
Movie/Album Name = CENSOR
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Director(s) = Jatin-Lalit
Lyricist(s) = Vinod Mahendra

Mp3 Song Lyrics

((--FEMALE--
Laa la la laa, la la la laa la la laa

--MALE--
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana - 2
Ek nasha chhaaya hai hum par - 2
Hosh mein humko na laana

--FEMALE--
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana
Ek nasha chhaaya hai hum par - 2
Hosh mein humko na laana
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

--MALE--
Shonkh nazar yeh mast adaayein, inpe aa marjaaye hum
Is haseen mahaul se bachkar, bolo kyoon ghar jaaye hum
Yun bahek jaane do dil ko, humko na kuch yaad rahe
Aaj dil kuch maang raha hai, aaj na humse sharmaana
Ek nasha chhaaya hai humpar - 2
Hosh mein humko na laana

--FEMALE--
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

Tere dil mein kya kya kuch hai, humne sab kuch jaan liya
Tu hai ek awaara baadal, humne tujhe pehchaan liya
Yun na bahek tu hosh mein aa re, baat na kar aisi vaisi
Jhel na paayega o pagle, meri nazron ka nishaana
Ek nasha chhaaya hai hum par
Hosh mein humko na laana

--MALE--
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

--FEMALE--
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

--MALE--
Oh, ek nasha chhaaya hai hum par

--FEMALE--
Ek nasha chhaaya hai hum par

--BOTH--
Hosh mein humko na laana
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

--MALE--
Is tarah na muskuraana

--FEMALE--
Is tarah na muskuraana..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Is Tarah Dekho Na Humko

Is Tarah Dekho Na Humko is a song from Censor 2001. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Vinod Mahendra. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Censor 2001 album song list for more songs and album details.