Is Tarah Deewane Lyrics, Singer & Song Details

Insan 2005 album cover

Insan 2005 Album Details

K. Subash
Himesh Reshammiya
Sameer
Akshay Kumar, Ajay Devgan, Tusshar Kapoor, Esha Deol, Koena Mitra, Lara Dutta, L

album songs
Is Tarah Deewane
Singer : Kunal Ganjawala, Sunidhi

Is Tarah Deewane Lyrics

Song Title = Is Tarah Deewane
Movie/album = Insan (2005)
Singers = Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Krishna Vamsi

Mp3 Song Lyrics

((Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ho sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam

Tumne dard aye diya hai dil ko pahli bar
Tumne dhadkano ko kiya yaar bekarar
Tumpe chahate lutau mai to beshumar
Lamha lamha maine kiya siraf tumse pyar
Mujhse jane jana tum le lo koi bhi kasam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ho sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam

Ho yara tumhari aashiki me aisa hai asar
Rahane laga hu aajkal mai khud se bekhabar
Chehara tumhara har jagha hi dhundati nazar
Na kahi sakun hai na hai kahi sabar
Bekhudi me aise kyu bahake ja rahe kadam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ho sanam,
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Is Tarah Deewane

Is Tarah Deewane is a song from Insan 2005. It is sung by Kunal Ganjawala, Sunidhi. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Insan 2005 album song list for more songs and album details.