Is Raat Ke Sannate Mein Lyrics, Singer & Song Details

Do Chehere 1977 album cover

Do Chehere 1977 Album Details

Kewal Misra
Master Sonik, Om Prakash Sonik
None
Dharmendra, Prem Nath, Bindu

album songs
Is Raat Ke Sannate Mein
Singer : Asha Bhosle

Is Raat Ke Sannate Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Is Raat Ke Sannate Mein
Song Lyrics Movie = Do Chehere 1977
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = None
Music Director = Master Sonik, Om Prakash
Sonik
Director = Kewal Misra
Music Label = SaregamaMere

Mp3 Song Lyrics

((Iss raat ke sannate mein
Iss raat ke sannate mein
Main banke pavan aati hoon
Har baar chali jaati hoon
Har raat sajan aati hoon
Iss raat ke sannate mein
Iss raat ke sannate mein

Jab neend ki chaadar odhe
Saari duniya soti hain
Jab neend ki chaadar odhe
Saari duniya soti hain
Tab aadhi raat ko uth uthkar
Meri ankhiyaan roti hai
Kaante se chubhe jo dil mein
Kaante se chubhe jo dil mein
Woh banke chubhan loti hoon
Har baar chali jaati hoon
Har raat sajan aati hoon
Iss raat ke sannate mein
Iss raat ke sannate mein

Ik jism hai aur do chahere
Phir bhi hai kitane nyaare
Ik jism hai aur do chahere
Phir bhi hai kitane nyaare
Sadiyon se mil nahin sakte
Do nadiya ke do kinaare
Jaane kya sokh yeh paani
Jaane kya sokh yeh paani
Banke uljan aati hoon
Har baar chali jaati hoon
Har raat sajan aati hoon
Iss raat ke sannate mein
Iss raat ke sannate mein

Gairon ki bhul nahin hai
Yeh bhul hai apni meri
Gairon ki bhul nahin hai
Yeh bhul hai apni meri
Hai rooh bhatakti phirti
Jug jug se lagati phere
Bin laash ke jo udta hai
Bin laash ke jo udta hai
Woh banke kafan aati hoon
Har baar chali jaati hoon
Har raat sajan aati hoon
Iss raat ke sannate mein
Iss raat ke sannate mein
Main banke pavan aati hoon
Har baar chali jaati hoon
Har raat sajan aati hoon
Iss raat ke sannate mein
Iss raat ke sannate mein.))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Is Raat Ke Sannate Mein

Is Raat Ke Sannate Mein is a song from Do Chehere 1977. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Do Chehere 1977 album song list for more songs and album details.