Is Raam Bharat Ke Desh Lyrics, Singer & Song Details

Teen Bhai 1955 album cover

Teen Bhai 1955 Album Details

Hemchandra Chunder
Arun Kumar Mukherjee
Bharat Vyas
Bharat Bhushan, Nasir Hussain, Leela Mishra

album songs
Is Raam Bharat Ke Desh
Singer : Lakshmi Shankar, Manna Dey

Is Raam Bharat Ke Desh Lyrics

Song Title = Is Raam Bharat Ke Desh
Movie/Album = Teen Bhai (1955)
Singers = Lakshmi Shankar, Manna Dey
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = Arun Kumar Mukherjee
Director = Hemchandra Chunder

Mp3 Song Lyrics

((Bharat mata ke laadlon mein
Howe na ladayi howe na ladayi
Is ram bharat ke desh jhagde na bhai bhai
Ho bichade na bhai bhai

Tum yad karo mahabharat ki
Wo biti bat purani tum yad karo
Bhai bhai ke jhagdo ki
Jisme likhi hai kahani
Bhari sabha ke bich khich kar chher
Kari manmani
O bhikh mangti rahi dropti
Liye nain me pani
Tab liye hath mein chakkar sudarsan
Rakhte the yadurayi
Is ram bharat ke desh
Mein jhagde na bhai bhai
Ho bichade na bhai bhai
Is ram bharat ke desh
Mein jhagde na bhai bhai

Jis dim partap ke aage
Satru ne apni khadag uthai
Chitod durg tilmila utha
Mewad bhumi tharrai
Apas ki fut ne bade bade piro ki jade hiali
Chal padi yaha se
Chal padi yaha se
Raj buti lekar ke ant vidai
Bhai bhai ke jhagdo ne sone ki lanka dhai
Is ram bharat ke desh
Mein jhagde na bhai bhai
Ho bichade na bhai bhai
Is ram bharat ke desh
Mein injhagde na bhai bhai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Is Raam Bharat Ke Desh

Is Raam Bharat Ke Desh is a song from Teen Bhai 1955. It is sung by Lakshmi Shankar, Manna Dey. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Arun Kumar Mukherjee. Read the lyrics above and view the Teen Bhai 1955 album song list for more songs and album details.