Is Mehfil Main Aana Bachke Lyrics, Singer & Song Details

Coffee House 1957 album cover

Coffee House 1957 Album Details

Hari Walia
Roshanlal Nagrath
Prem Dhawan
Geeta Bali, Helen, Jeevan

album songs
Is Mehfil Main Aana Bachke
Singer : Geeta Dutt

Is Mehfil Main Aana Bachke Lyrics

Song Lyrics Title = Is Mehfil Main Aana Bachke
Song Lyrics Movie = Coffee House (1957)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Composer = Roshanlal Nagrath
Director = Hari Walia
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Is mehfil mein aana bachke
Yaha chalte hai teer najar ke
Aur patli kamar jab lachke
To dil khaye
Jatke pe nahi chalta jor koi
Ae ji baitha hai tere dil ka chor koi
Is mehfil mein aana bachke
Yaha chalte hai teer najar ke
Aur patli kamar jab lachke
To dil khaye
Jatke pe nahi chalta jor koi
Ae ji baitha hai tere dil ka chor koi
Is mehfil mein aana bachke

Muskurati bijaliya hai in nigaho me
Muskurati bijaliya hai in nigaho me
Kitne afsane chupe hai in adao me
Kitne afsane chupe hai in adao me
Kho na jana in julfo ki
Tedi raho me
Is mehfil mein aana bachke
Yaha chalte hai teer najar ke
Aur patli kamar jab lachke
To dil khaye
Jatke pe nahi chalta jor koi
Ae ji baitha hai tere dil ka chor koi
Is mehfil mein aana bachke

Jaan le bate jara tu
In sitaro ki
Jaan le bate jara tu
In sitaro ki
Dundti hai tujhko najare rajdaro ki
Mujhpe dekhi hamne duniya
Yu hajaro ki
Is mehfil mein aana bachke
Yaha chalte hai teer najar ke
Is mehfil mein aana bachke
Yaha chalte hai teer najar ke
Aur patli kamar jab lachke
To dil khaye
Jatke pe nahi chalta jor koi
Ae ji baitha hai tere dil ka chor koi
Is mehfil mein aana bachke...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Is Mehfil Main Aana Bachke

Is Mehfil Main Aana Bachke is a song from Coffee House 1957. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Coffee House 1957 album song list for more songs and album details.