Is Jahaan Se Us Jahaan Lyrics, Singer & Song Details

Pyar Hua Badnam 1992 album cover

Pyar Hua Badnam 1992 Album Details

Vicky Sharma
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
None

album songs
Is Jahaan Se Us Jahaan
Singer : Asha Bhosle, Neil Nitin Mukesh

Is Jahaan Se Us Jahaan Lyrics

Song Title = Is Jahaan Se Us Jahaan
Movie/album = Pyar Hua Badnam (1992)
Singers = Asha Bhosle, Neil Nitin Mukesh
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Vicky Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Iess jahan se us jahan tak
Iess zameen se aasmaan tak
Saath mein rahena tum sadda
Tum na kahena alvidda
Ho iess jahan se us jahan tak
Iess zameen se aasmaan tak
Saath mein rahena tum sadda
Tum na kahena alvidda
Iess jahan se us jahan tak

Raat din pyar karna
Mere rahena umra bhar
Ho raat din pyar karna
Mere rahena umra bhar
Kho gaye tum kahin
Dhundhegi tumko nazar
Ye mera hain wada meri hain kasam
Ye mera hain wada meri hain kasam
Har kadam pe tere sang rahungi sanam
Har kadam pe tere sang rahungi sanam
Mohabbat ki kasam, mohabbat ki kasam
Mohabbat ki kasam, mohabbat ki kasam

Ho iess jahan se us jahan tak
Iess zameen se aasmaan tak
Saath mein rahena tum sadda
Tum na kahena alvidda
Iess jahan se us jahan tak

Tum mere chaand ho
Main tumhari chandani
Tum mere chaand ho
Main tumhari chandani
Tum mere geet ho
Main tumhari ragini
Saath apna kabhi chhut sakta nahi
Saath apna kabhi chhut sakta nahi
Dil ka rishta kabhi tut sakta nahi
Dil ka rishta kabhi tut sakta nahi
Zindagi ki kasam, zindagi ki kasam
Haa zindagi ki kasam, zindagi ki kasam

Iess jahan se us jahan tak
Iess zameen se aasmaan tak
Saath mein rahena tum sadda
Tum na kahena alvidda
Iess jahan se us jahan tak
Iess zameen se aasmaan tak
Saath mein rahena tum sadda
Tum na kahena alvidda
Iess jahan se us jahan tak.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Is Jahaan Se Us Jahaan

Is Jahaan Se Us Jahaan is a song from Pyar Hua Badnam 1992. It is sung by Asha Bhosle, Neil Nitin Mukesh. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Pyar Hua Badnam 1992 album song list for more songs and album details.