Is Duniya Ne Kiya Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Sweekar 1973 album cover

Sweekar 1973 Album Details

Sudhendu Roy
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Gulshan Arora, Raj Mehra, Mahendra Sandhu

album songs
Is Duniya Ne Kiya Nahin
Singer : Lata Mangeshkar

Is Duniya Ne Kiya Nahin Lyrics

Song Title = Is Duniya Ne Kiya Nahin
Movie/album = Sweekar (1973)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Sudhendu Roy

Mp3 Song Lyrics

((Is duniya ne kiya nahi
Tu mera insaaf karna
Tu mera insaaf karna
Maa se koi bhul huyi ho
To munne tu maf karna
To munne tu maf karna

Rukh yeh kya jivan ne badla
Ek anjaane pal mein
Rukh yeh kya jivan ne badla
Ek anjaane pal mein
Jahar mila amreet mein madir
Mil gayi ganga jal mein
Logo ka man to maila hai
Tu apna man saf karna
Tu mera insaaf karna

Mera sab kuch baha
Le gaya rela ek pani ka
Mera sab kuch baha
Le gaya rela ek pani ka
Ek bad kismat maa ki
Majburi ka rurbani ka
Or kisi ne kiya nahi par
Tu is rah par chalna
Tu mera insaaf karna
Maa se koi bhul hui ho
To munne tu maf karna
To munne tu maf karna
Is duniya ne kiya nahi
Tu mera insaaf karna
Tu mera insaaf karna..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Is Duniya Ne Kiya Nahin

Is Duniya Ne Kiya Nahin is a song from Sweekar 1973. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Sweekar 1973 album song list for more songs and album details.