Veeru Dada 1990 - Download Mp3 Song

Veeru Dada 1990

Veeru Dada 1990

K. R. Reddy
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Amrita Singh, Aditya Pancholi, Farha Naaz

album songs
Is Duniya Mein Jee Nahin
Singer : Mohammed Aziz

Is Duniya Mein Jee Nahin Lyrics

Song Title = Is Duniya Me Jee Nhi Sakta
Movie/album = Veeru Dada (1990)
Singers= Mohammed Aziz
Song Lyricists=Anand Bakshi
Music Director=Laxmikant Pyarelal
Director=K.R. Reddy

Mp3 Song Lyrics

((is duniya mein jee nahi sakta
aadmi sidha sadha
is duniya mein jee nahi sakta
aadmi sidha sadha
isliye main ban gaya
veeru se veeru dada veeru dada
is duniya mein jee nahi sakta
aadmi sidha sadha
isliye main ban gaya
veeru se veeru dada veeru dada
is duniya mein jee nahi sakta
aadmi sidha sadha

main gham hu armaan nahi
patthar hu insaan nahi
main gham hu armaan nahi
patthar hu insaan nahi
hanji hanji ha yeh sach hai
mujhko phulo hi pahchan nahi
maine phul bahut kam dekhe
kante bahut jyada
isliye main ban gaya
veeru se veeru dada veeru dada
is duniya mein jee nahi sakta
aadmi sidha sadha

peete peete din nikala
peete raat huyi
peete peete din nikala
peete raat huyi
ek magar ha kabhi kabhi
anhoni si baat huyi
aankh mein aanshu bar aaye
hasne ka kiya irada
isliye main ban gaya
veeru se veeru dada veeru dada
is duniya mein jee nahi sakta
aadmi sidha sadha

kabhi idhar mudh jata hu
kabhi udhar mudh jata hu
kabhi idhar mudh jata hu to
kabhi udhar mudh jata hu
main banwara hu sab kaliyo ka
rash pee kar ud jata hu
na main kasme khata hu
na karta hu koi wada
isliye main ban gaya
veeru se veeru dada
is duniya mein jee nahi sakta
aadmi sidha sadha
isliye main ban gaya
veeru se veeru dada veeru dada
veeru se veeru dada veeru dada
veeru se veeru dada veeru dada.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Is Duniya Mein Jee Nahin Video

Video Description :

Is Duniya Mein Jee Nahin download mp3 song

Recent Tags : Is Duniya Mein Jee Nahin Lyrics | Is Duniya Mein Jee Nahin Video Song | Is Duniya Mein Jee Nahin free play mp3 song | Is Duniya Mein Jee Nahin free download mp3 song | Is Duniya Mein Jee Nahin Full Video Song | Free Is Duniya Mein Jee Nahin movie songs | Is Duniya Mein Jee Nahin free songs | Is Duniya Mein Jee Nahin play online | Is Duniya Mein Jee Nahin free mp3 song download | Is Duniya Mein Jee Nahin online play Song | Is Duniya Mein Jee Nahin Hindi Lyrics | Is Duniya Mein Jee Nahin Lyrics | Is Duniya Mein Jee Nahin online mp3 songs | Is Duniya Mein Jee Nahin full songs | Is Duniya Mein Jee Nahin online music | Is Duniya Mein Jee Nahin free Video | Is Duniya Mein Jee Nahin online Video | Is Duniya Mein Jee Nahin mp3 Download | Free Download Is Duniya Mein Jee Nahin song