Is Dard Ki Maar Lyrics, Singer & Song Details

Paras 1949 album cover

Paras 1949 Album Details

Anant Thakur
Ghulam Mohammad
Shakeel Badayuni
Rehman, Kamini Kaushal, Madhubala, Sapru, K N Singh, Gope, Pratima Devi, Cuckoo

album songs
Is Dard Ki Maar
Singer : Lata Mangeshkar

Is Dard Ki Maar Lyrics

Song Title = Is Dard Ki Maari
Movie/Album = Paras (1949)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Ghulam Mohammad
Director = Anant Thakur

Mp3 Song Lyrics

((Is dard ki mari dunia me
Mujhsa bhi koi majbur na ho
Is dard ki mari dunia me
Mujhsa bhi koi majbur na ho
Jis tarah khushi se dur hu mai
Jis tarah khushi se dur hu mai
Yu koi khushi se dur na ho
Yu koi khushi se dur na ho

Ujade hue dil me kuch bhi nahi
Ashko ke siwa aaho ke siwa
Ujade hue dil me kuch bhi nahi
Ashko ke siwa aaho ke siwa
Kyu aise chaman me phul khile
Kyu aise chaman me phul khile
Hasne ka jaha dastur na ho
Hasne ka jaha dastur na ho

Tufan hai gum ka charo taraf
Aur chayi hui hai kal ghata
Tufan hai gum ka charo taraf
Aur chayi hui hai kal ghata
Kyu naiya hamari par lage
Kyu naiya hamari par lage
Kismat hi ko jab manjur na ho
Kismat hi ko jab manjur na ho
Is dard ki mari dunia me
Mujhsa bhi koi majbur na ho...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Is Dard Ki Maar

Is Dard Ki Maar is a song from Paras 1949. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Paras 1949 album song list for more songs and album details.