Irada Na Tha Aapse Pyar Lyrics, Singer & Song Details

Aandhi Aur Toofan 1964 album cover

Aandhi Aur Toofan 1964 Album Details

Mohammed Hussain
Robin Banerjee
Farooq Qaiser
Dara Singh, Mumtaz, Jeevan, Bhagwan, Maruti, Kamran

album songs
Irada Na Tha Aapse Pyar
Singer : Rafi, Suman Kalyanpur

Irada Na Tha Aapse Pyar Lyrics

Song Lyrics Movie = Aandhi Aur Toofan (1964)
Singers =Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists =Farooq Qaiser
Music Composer =Robin Banerjee
Director =Mohammed Hussain
Music Label =Saregama
Starring =Dara Singh, Mumtaz, Jeevan, Bhagwan, Maruti, Kamran


mp3 songs


Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka

Yeh mehfil nayi or yeh jalwe tere
Rahu hosh mein khuda na kare
Dua kar rahi hu yahi har gadi
Yeh najro ki bijli bhi mujpe gire
Yeh mujpe gire
Nigaho mein thame najara nahi
Magar dil mein arman hai didar ka
Magar dil mein arman hai didar ka
Irada na tha

Tujhe kya batau main aye najabi
Hazaro mein lakho mein tu hai hasi
Yeh jame nazar ki kasam hai mujhe
Main pita hu lekin sharabi nahi
Sharabi nahi
Ghtaye na behla sakengi hume
Main deewana hu zulfen dildar ka
Main deewana hu zulfen dildar ka
Irada na tha...


Posted by : {Anamika Tyagi}

Irada Na Tha Aapse Pyar Video

About Irada Na Tha Aapse Pyar

Irada Na Tha Aapse Pyar is a song from Aandhi Aur Toofan 1964. It is sung by Rafi, Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to Farooq Qaiser. Music information: Robin Banerjee. Read the lyrics above and view the Aandhi Aur Toofan 1964 album song list for more songs and album details.