Insaan Tha Pehle Bandar Lyrics, Singer & Song Details

Son Of India 1962 album cover

Son Of India 1962 Album Details

Mehboob
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Kamaljit, Simi Garewal, Kumkum, Sajid Khan, Jayant

album songs
Insaan Tha Pehle Bandar
Singer : Shanti Mathur

Insaan Tha Pehle Bandar Lyrics

Song Title = Insaan Tha Pehle Bandar
Movie/album =Son Of India (1962)
Singers = Shanti Mathur
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = Mehboob Khan

Mp3 Song Lyrics

((Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka machhandar

Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Lambi dum wale the sare
Apni pavo ke andar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Na koi jhon tha na koi abdul
Na koi tha gopal
Sabki surat ek jaisi thi
Ek thi sabki chal
Ek thi sabki chal

Nange phirte the jangal
Me banke mast kalandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka machhandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Kam kiya ye pahla humne
Ban gaye jab insan
Miti ke do char gharo me
Bant diye bhagwan
Bant diye bhagwan

Kisi ne bola uncha gir ja
Kisi ne mast samandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Lambi dum wale the sare
Apni pavo ke andar

Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka machhandar

Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Insaan Tha Pehle Bandar

Insaan Tha Pehle Bandar is a song from Son Of India 1962. It is sung by Shanti Mathur. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Son Of India 1962 album song list for more songs and album details.