Insaan Ka Insaan Se Lyrics, Singer & Song Details

Paigham 1959 album cover

Paigham 1959 Album Details

S. S. Vasan
C Ramchandra
Kavi Pradeep
Vyjayanthimala, Dilip Kumar, Raaj Kumar, Saroja Devi

album songs
Insaan Ka Insaan Se
Singer : Manna Dey

Insaan Ka Insaan Se Lyrics

Song Title = Insaan Ka Insaan Se
Movie/Album = Paigham (1959)
Singers = Manna Dey
Song Lyricists = Kavi Pradeep
Music Director = Chitalkar Ramchandra

Mp3 Song Lyrics

((insan ka ho insan se bhaichara
yahi paigam hamara
yahi paigam hamara
naye jagat me huya purana
unch nich ka kissa
sabko mile mehnat ke
mutabik apna apna hissa
sabke liye sukh ka barabar ho bantwara
yahi paigam hamara
yahi paigam hamara

harek mahal se kaho ke
jhopdiyo me diye jalaye
chhoto aur bado me ab
koi phrak na rah jaye
is dharti par ho pyar ka
ghar ghar ujiyara
yahi paigam hamara
yahi paigam hamara
insan ka ho insan se bhaichara
yahi paigam hamara
yahi paigam hamara))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Insaan Ka Insaan Se

Insaan Ka Insaan Se is a song from Paigham 1959. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Kavi Pradeep. Music information: C Ramchandra. Read the lyrics above and view the Paigham 1959 album song list for more songs and album details.