Insaaf Ki Kursi Pe Lyrics, Singer & Song Details

Justice Chaudhury 1983 album cover

Justice Chaudhury 1983 Album Details

K. Raghavendra Rao
Bappi Lahiri
Indeevar
Jeetendra, Hema Malini, Sridevi

album songs
Insaaf Ki Kursi Pe
Singer : Kishore Kumar

Insaaf Ki Kursi Pe Lyrics

Song Title = Insaaf Ki Kursi Pe
Movie/Album = Justice Chaudhury 1983
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = K. Raghavendra Rao

Mp3 Song Lyrics

((Insaaf ki khursi pe pehale tum khud ko bithaao
Maine galat kya kiya hai mujhe phir bataao
Aansu bahaake mujhe tum na doshi banaao
Yeh mera nahi insaaf ka faisala hai
Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala
Haa insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala

Hoti nahi nyaay ki do aankhein, sehani padati hai

hamein yeh

baatein
Dharm ke kathin yeh raaste hain, ek jaise sab ke

waaste hain
Bhul jaata hoon khud ki bhi surat, banata hoon main

jab nyaa ki

murat

Uss samay mera koyi kuchh nahi
Main bhi main nahi tum bhi tum nahi
Mere liye toh insaaf hi bhagvaan
Yeh mera nahi insaaf ka faisala hai
Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala
Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala

Patni ko aur putra ko harishchandra ne chhoda
Garbhwati sita ko raam ne ban mein chhoda
Karn ne apani maan se bhi naata nahi joda
Aoane khun ko khud maine di hai saja
Jwaalamukhi jaisa dil jala mera
Yeh sab kyun huwa, kyun, kis liye, kis liye
Kaanun ko nibhaane ke liye, insaaf ki surksha ke liye

Sachchaayi ko bachaane ke liye
Insaaf ki khursi pe pehale tum khud ko bithaao
Maine galat kya kiya hai mujhe phir bataao
Aansu bahaake mujhe tum na doshi banaao
Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Insaaf Ki Kursi Pe

Insaaf Ki Kursi Pe is a song from Justice Chaudhury 1983. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Justice Chaudhury 1983 album song list for more songs and album details.