Insaaf Ki Awaaz Lyrics, Singer & Song Details

Insaaf Ki Awaaz 1986 album cover

Insaaf Ki Awaaz 1986 Album Details

D. Rama Naidu
Bappi Lahiri
Indeevar
Rekha, Anil Kapoor, Richa Sharma

album songs
Insaaf Ki Awaaz
Singer : Kishore Kumar

Insaaf Ki Awaaz Lyrics

Song Lyrics Title = Insaaf Ki Awaaz
Song Lyrics Movie = Insaaf Ki Awaaz (1986)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = D. Rama Naidu
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Jab saitano ne milkar maran maridang

bajaya
Iman ko dafnaya or juth ko taj pahnaya
Kanun kaha soya tha
Insaf kaha khoya tha
Kanun kaha soya tha
Insaf kaha khoya tha
Jab sachai ke sine me khanjar utara jata

hai
Jalim logo ke hatho jab isha ko mara

jata hai

Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai
Mang rahi hai jawab insaf ki awaz

Kuchh log jahar se jahrile
Jo yari ka dum bharte hai
Dusman se hath milate hai
Yaro se dhokha karte hai
Jo kismat likhte aaye hai
Un hatho ko kya or mila
Itni mehnat ke badle me
Unhe maut ka tohfa diya gaya
Mang rahi hai jawab insaf ki awaz
Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai

Ye aankhe nahi koi sehra hai
Ek bund nahi hai pani ki
Kismat ne mang me aag bhari
Or abhi umar hai jawani ki
Ye atal himalay ke jaisi
Ye aansu kaha bahati hai
Chahe taj mile ya kafan mile
Ye apna farz nibhati hai
Jab aankhe ro nahi pati
Dil andar andar rota hai
Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai
Mang rahi hai jawab insaf ki awaz
Insaf ki awaz,insaf ki awaz...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Insaaf Ki Awaaz

Insaaf Ki Awaaz is a song from Insaaf Ki Awaaz 1986. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Insaaf Ki Awaaz 1986 album song list for more songs and album details.