Inhi Mein Dubake Ik Roj Lyrics, Singer & Song Details

Mr Singh Mrs Mehta 2010 album cover

Mr Singh Mrs Mehta 2010 Album Details

Pravesh Bhardwaj
None
None
Prashant Narayanan, Aruna Shields, Naved Aslam, Lucy Hassan

album songs
Inhi Mein Dubake Ik Roj
Singer : Roop Kumar Rathod

Inhi Mein Dubake Ik Roj Lyrics

Song Title = Inhi Mein Dubake Ik Roj
Movie/Album = Mr. Singh Mrs. Mehta
Singer(S) = Roop Kumar Rathod

Mp3 Song Lyrics

((inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha
inhi ki har khushi har gam me saath roya tha
inhi ki har khushi har gam me saath roya tha
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha

mere liye chhipe inn me kai ishare the
inhi ki palko ki chhoo me shab gujare the
mere andhere jaha ke yahi ujale the
mere andhere jaha ke yahi ujale the
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha

hai aaj bhi yaad mujhko wo dil nashi manjar
wo din wo waqt wo lamha wo ghadi wo pahar
teri najar se mili thi jo pahale baar najar
teri najar se mili thi jo pahale baar najar
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Inhi Mein Dubake Ik Roj

Inhi Mein Dubake Ik Roj is a song from Mr Singh Mrs Mehta 2010. It is sung by Roop Kumar Rathod. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mr Singh Mrs Mehta 2010 album song list for more songs and album details.