India Re Aao Lyrics, Singer & Song Details

Lingaa 2014 album cover

Lingaa 2014 Album Details

K. S. Ravikumar
A. R. Rahman
Gulzar
Anushka Shetty, Rajinikanth, Sonakshi Sinha, Santhanam, Jagapati Babu

album songs
India Re Aao
Singer : Javed Ali

India Re Aao Lyrics

Song Title =India Re Aao
Movie/Album = Lingaa (2014)
Singers = Javed Ali
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = A.R. Rahman
Director = K. S. Ravikumar

Mp3 Song Lyrics

((India re aao
Muthi mein dariya pakad ke chalo
Bandhu re aao
Parbat se utro akad ke chalo
Aao garajate aur barso
Baarish ke bochaad ban ke aao
Bandhu re aao
Parbat se utro akad ke chalo

He dana dana barso
Kona kona garjo
Bandhu re saare umad ke chalo
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Kosaro kheti mein
Kheton ki faslon mein
Chal bandhu uth bandhu
Uth bandhu

India re aao
Muthi mein dariya pakad ke chalo

Hoo.

Tangenge saawan
Pichwaade aangan chalo
Jab chahe boye
Paani ki bunde
Hariyaali hariyaali phule re

Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Rakh patthar parbat par
Logon ne rakkhi hai
Seeno mein deewarein
Deewaarein

India re aao
Muthi mein dariya pakad ke chalo

Maathe se maatha milakar zara sochna
Ganga kaaveri mat khojna
Yeh apne paani ki hai yojna
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Boyenge hum saare
Hum saare boyenge
Haath laga saathi
Akaash utha saathi
Jeene ka sapna hai
Kal kal apna hai

Haath laga saathi
Akaash utha saathi
Jeene ka sapna hai
Kal apna hai

Haath mila
Haath lagaa
Dharti ke andar se dariya nikaale
Dariya se paani ki yaari banaye ki
Yaariyon mein suraj ugaaye
Saathi zameen par ho ujaala

Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge

India re aao
Muthi mein dariya pakad ke chalo
Bandhu re aao
Parbat se utro akad ke chalo
Aao garajate aur barso
Baarish ke bochaad ban ke aao
Bandhu re aao
Parbat se utro akad ke chalo

He dana dana barso
Kona kona garjo
Bandhu re saare umad ke chalo
He dana dana barso
Kona kona garjo
Bandhu re saare umad ke chalo

Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Boyenge hum saare
Hum saare boyenge
Haath laga saathi
Akaash utha saathi
Jeene ka sapna hai
Kal kal apna hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About India Re Aao

India Re Aao is a song from Lingaa 2014. It is sung by Javed Ali. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: A. R. Rahman. Read the lyrics above and view the Lingaa 2014 album song list for more songs and album details.