In Nigahon Mein Ghar Lyrics, Singer & Song Details

Jawan Mohabbat 1971 album cover

Jawan Mohabbat 1971 Album Details

Bhappi Sonie
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Shammi Kapoor, Asha Parekh, Balraj Sahni

album songs
In Nigahon Mein Ghar
Singer : Asha Bhosle

In Nigahon Mein Ghar Lyrics

Song Title = In Nigaho Mein Ghar Tumhara Hai
Movie/album = Jawan Mohabbat (1971)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishanl, Shankar
Director = Bhappi Sonie
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((In nigaho mein ghar tumhara hai
Tum jo aa jao to maza aaye
In nigaho mein ghar tumhara hai
Tum jo aa jao to maza aaye
In nigaho mein

Rup ki shehzadi main dil lubhane aayi hu
Aao meri mehfil mein aaj lene aayi hu
Rup ki shehzadi main dil lubhane aayi hu
Aao meri mehfil mein aaj lene aayi hu
Mast baaho mein ek jannat hai
Mere ban jao to maza aaye
Haye in nigaaho mein ghar tumhara hai
Tum jo aa jao to maza aaye haye
In nigaho mein

Baat meri maano tum dub jao aankho mein
Haye kaisi halchal hai aag jaisi saanso mein
Baat meri maano tum dub jao aankho mein
Haye kaisi halchal hai aag jaisi saanso mein
In andhero mein in ujalo mein
Tum jo takrao haye to maza aaye haye
Haye in nigaaho mein ghar tumhara hai
Tum jo aa jao to maza aaye haye
In nigaho mein

Gairo main janu kya tum hi mere kabil ho
Tum to mere jivan mein jaane kab se shamil ho
Gairo main janu kya tum hi mere kabil ho
Tum to mere jivan mein jaane kab se shamil ho
In isharo mein dil ki baate hai
Tum samajh jao to maza aaye haye
In nigaaho mein ghar tumhara hai
Tum jo aa jao to maza aaye haye
In nigaho mein...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About In Nigahon Mein Ghar

In Nigahon Mein Ghar is a song from Jawan Mohabbat 1971. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Jawan Mohabbat 1971 album song list for more songs and album details.