Ik Teekhi Teekhi Si Ladki Lyrics, Singer & Song Details

Laaga Chunari Mein Daag 2007 album cover

Laaga Chunari Mein Daag 2007 Album Details

Pradeep Sarkar
Shantanu Moitra
Swanand Kirkire
Rani Mukerji, Jaya Bachchan, Konkona Sen Sharma, Abhishek Bachchan, Kunal Kapoor

album songs
Ik Teekhi Teekhi Si Ladki
Singer : K. K., Shreya Ghoshal

Ik Teekhi Teekhi Si Ladki Lyrics

Song Title = Ik Teekhi Teekhi Si Ladki
Movie/Album = Laaga Chunari Mein Daag
Singer(s) = K. K., Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Swanand Kirkire
Music Composer = Shantanu Moitra
Director = Pradeep Sarkar

Mp3 Song Lyrics

((ik teekhi teekhi si uff karaari si ladki
mere dil mein dil mein ek bijali jaise hai kadki) - 2
thodi behkati huyi, thodi chehkati huyi
gumsum sehmati huyi, kaise jaal bichhati hai pagli
ek tedha medha sa ladkhadaata sa ladka
mere dil mein dil mein ek shola jaisa hai bhadka
ek tedha medha sa ladkhadaata sa ladka
mere dil mein dil mein woh shole jaise bhadka
kabhi hichkichhaata huva, kabhi khul ke gaata huva
baate banaata huva, phir bhi humko woh bhaata hai pagla

hosh le ke udd gaya, usaki kaisi hai jaadugari
dekhati hi reh gayi main toh khadi ki khadi
chatpati chulbuli usaki baate sharaarat bhari
par pichhe pad jaane ki aadat badi hai buri
thodi behkati huyi, thodi chehkati huyi
yuun hi kudkati huyi, kaise jaal bichhati hai pagli, pagla
ik teekhi teekhi si uff karaari si ladki
mere dil mein dil mein ek bijali jaise hai kadki

?? ke shot mein ik chhoti si mirchi hari
ik musibat hai jo sar pe hamaari padi
are (hum toh aise hai - 2) bhaiya - 2
pub mein le ke jaata hai par pine na deta hai jo
??kalli ho ke phir humko bachaata hai jo
paanv toh jamin pe hai par khaabon mein udata hai jo
daadhi ke bich mein dimple chhupaata hai woh
thodi behkati huyi, thodi chehkati huyi
yuun hi kudkati huyi, kaise jaal bichhati hai pagli
ik teekhi teekhi si uff karaari si ladki
usake dil mein dil mein ek bijali jaise hai kadki
ek tedha medha sa ladkhadaata sa ladka
usake dil mein dil mein ek shola jaise bhadka ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ik Teekhi Teekhi Si Ladki

Ik Teekhi Teekhi Si Ladki is a song from Laaga Chunari Mein Daag 2007. It is sung by K. K., Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Swanand Kirkire. Music information: Shantanu Moitra. Read the lyrics above and view the Laaga Chunari Mein Daag 2007 album song list for more songs and album details.