Idhar Ho Raha Hai Lyrics, Singer & Song Details

Mera Faisla 1984 album cover

Mera Faisla 1984 Album Details

Rajendra Singh Babu
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sanjay Dutt, Rati Agnihotri, Jayapradha, Kader Khan

album songs
Idhar Ho Raha Hai
Singer : Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Idhar Ho Raha Hai Lyrics

Song Title = Idhar Ho Raha Hai
Movie/Album = Mera Faisla (1984)
Singers = Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant ,Pyarelal
Director = Rajendra Singh Babu
Music Label = EMI Music

Mp3 Song Lyrics

(( Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Koi naam koi pata dhundh rakhna
Koi naam koi pata dhundh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
Suru ab ye darde jigar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare humko badnam to kya
Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare hamko badnam to kya
Ke ab dur dil se ye dar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Suru humsafar ye safar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Idhar Ho Raha Hai

Idhar Ho Raha Hai is a song from Mera Faisla 1984. It is sung by Asha Bhosle, Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Mera Faisla 1984 album song list for more songs and album details.