Idhar Bhi Bijlee Lyrics, Singer & Song Details

Kasam Suhaag Ki 1989 album cover

Kasam Suhaag Ki 1989 Album Details

Mohan Segal
Laxmikant, Pyarelal
Hasan Kamal
Dharmendra, Rekha

album songs
Idhar Bhi Bijlee
Singer : Kavita Krishnamurthy

Idhar Bhi Bijlee Lyrics

Song Title = Idhar Bhi Bijlee
Movie/album = Kasam Suhaag Ki (1989)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Hasan Kamal
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((Idhar bhi bijli udhar bhi bijlee
Idhar bhi bijli udhar bhi bijlee
Bada hi najuk hai ye jamana
Bada hi najuk hai ye jamana
Chandan ki har sakh jal uthi hai
Kaha banaye ham asiyana ham asiyana
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Is nigodi ko is nigodi ko kaha fek aaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye

Agar or kuch dil na ati to kya tha
Agar or kuch dil na ati to kya tha
Is jawani se masum bachpan bhala tha
Hame mar denge hame mar dengi
Hamari adaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye

Hawa band kaliyo se jab khilti hai
Hawa band kaliyo se jab khilti hai
To khusbu baharo ki khud khilti hai
Ab chupaye to ye phul,
Chupaye to ye phul kaise chupaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye

Hai ujala bahut husan ki chandani me
Andhere byhi hai kuch isi roshni me
Magar jakhmi dil
Magar jakhmi dil apna kisko dikhaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Is nigodi ko is nigodi ko kaha fek aye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Idhar Bhi Bijlee

Idhar Bhi Bijlee is a song from Kasam Suhaag Ki 1989. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Hasan Kamal. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Kasam Suhaag Ki 1989 album song list for more songs and album details.