Humne Khamoshi Se Tumhe Female Lyrics, Singer & Song Details

Majhdhaar 1996 album cover

Majhdhaar 1996 Album Details

Esmayeel Shroff
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Salman Khan, Manisha Koirala, Rahul Roy

album songs
Humne Khamoshi Se Tumhe Female
Singer : Alka Yagnik

Humne Khamoshi Se Tumhe Female Lyrics

Song Title = Humne Khamoshi Se
Movie/Album = Majhdhaar (1996)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Esmayeel Shroff

Mp3 Song Lyrics

((Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Hona khabar ab kisi aur ko
Tumhe apna banaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai

Palko ki chilman mein
Is dil ki dhadkan mein
Tujhko chhipa ke rakhungi
Khwabo ke daaman mein
Yaado ke darpan mein
Tumko basa ke rakhungi
Palko ki chilman mein is
Dil ki dhadkan mein
Tujhko chhipa ke rakhungi
Khwabo ke daaman mein
Yaado ke darpan mein
Tumko basa ke rakhungi
Mudke jaha jab bhi dekha sanam
Bas tumko hi paye hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai

Dil ke dhadkne se dar mujhko lagta hai
Duniya na ye jaan jaye
Chahe jo koi to chehra chhupa le
Chahat magar chhup na paye
Dil ke dhadkne se dar mujhko lagta hai
Duniya na ye jaan jaye
Chahe jo koi to chehra chhupa le
Chahat magar chhup na paye
Apni mohabbat ko maine to
Dil meinin kab se chhupaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Hona khabar ab kisi aur ko
Tumhe apna banaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai
Humne khamoshi se tumhe
Dil mein basaya hai.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Humne Khamoshi Se Tumhe Female

Humne Khamoshi Se Tumhe Female is a song from Majhdhaar 1996. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Majhdhaar 1996 album song list for more songs and album details.