Humne Ghar Chhoda Hai Lyrics, Singer & Song Details

Dil 1990 album cover

Dil 1990 Album Details

Indra Kumar
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Aamir Khan, Madhuri Dixit, Saeed Jaffrey

album songs
Humne Ghar Chhoda Hai
Singer : Udit Narayan, Sadhana Sargam

Humne Ghar Chhoda Hai Lyrics

Song Lyrics = Humne Ghar Chhoda Hai
Movie/Album or Album = Dil (1990)
Singer(s) = Udit Narayan, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Indra Kumar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

(( --male--
(humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai) - 2
door Kahin Jaayenge
nayi Duniya Basaayenge

--female--
humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai
door Kahin Jaayenge
nayi Duniya Basaayenge

--both--
humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai

--male--
(tere Bina Jeena Pade
din Voh Kabhi Bhi Na Aaye) - 2

--female--
koi Bhi Aandhi Ho, Toofaan Koi
humko Judaa Kar Na Paaye

--male--
(bas Ek Baar Kiya Hai
maine Tujhe Pyaar Kiya Hai) - 2

--female--
hum Teri Baahon Mein
jannat Ko Bhoolaayenge

--male--
humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai

--female--
(chhat Pyaar Ki, Dil Ki Zameen
sapnon Ki Oonchi Deewaarein) - 2

--male--
kaliyaan Mohabbat Ki Khilne Lagi
aayi Milan Ki Bahaarein

--female--
(janmon Ki Pyaas Bujha De
mujhko Gale Se Laga De) - 2

--male--
pyaar Ke Is Mandir Ko
chaahat Se Sajaayenge

--female--
humne Ghar Chhoda Hai

--male--
rasmon Ko Toda Hai

--female--
humne Ghar Chhoda Hai

--male--
rasmon Ko Toda Hai

--female--
door Kahin Jaayenge

--male--
nayi Duniya Basaayenge

--both--
humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Humne Ghar Chhoda Hai

Humne Ghar Chhoda Hai is a song from Dil 1990. It is sung by Udit Narayan, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Dil 1990 album song list for more songs and album details.