Humko To Barbad Kiya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Gunahon Ka Devta 1967 album cover

Gunahon Ka Devta 1967 Album Details

Devi Sharma
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Mehmood, Jeetendra, Rajshree

album songs
Humko To Barbad Kiya Hai
Singer : Mohammed Rafi

Humko To Barbad Kiya Hai Lyrics

Song Title = Humko To Barbad Kiya Hai
Movie/Album = Gunahon Ka Devta
Singers = Mohammed Rafi
Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = Devi Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Jaan logi kya iraada hai
Humko to barbad kiya hai
Aur kise barbad karoge
Humko to barbad kiya hai
Aur kise barbad karoge

Bhul na jana aaj ke din ko
Ek din humko yaad karoge
Humko to barbad kiya hai

Tirchhi najar ke teer chalao
Naaj o ada ki bijali girao
Tirchhi najar ke teer chalao
Naaj o ada ki bijali girao

Uff na karenge hum bhi safege
Kitne sitam hi yaar karoge
Kiski jaan logi kya irada hai

Humko to barbad kiya hai
Aur kise barbad karoge
Bhul na jana aaj ke din ko
Ek din humko yaad karoge
Humko to barbad kiya hai

Tum chaho to jaan bhi le lo
Kaafir ho iman bhi le lo
Tum chaho to jaan bhi le lo
Kaafir ho iman bhi le lo
Dil walo se pala pada hai
Tum hi bhala kya yaad kroge kiski jaan logi

Kya irada hai
Humko to barbad kiya hai
Aur kise barbad karoge
Bhul na jana aaj ke din ko
Ek din humko yaad karoge
Humko to barbad kiya hai

Ham bhi tumhe bechain karenge
Pyar me aisa rang bharenge
Hum bhi tumhe bechain karenge
Pyar me aisa rang bharenge

Neend na hogi in aanko me
Tadaphoge par yaad karoge
Kiski jaan logo kya irada hai

Humko to barbad kiya hai
Aur kise barbad karoge

Bhul na jana aaj ke din ko
Ek din humko yaad karoge
Humko to barbad kiya hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Humko To Barbad Kiya Hai

Humko To Barbad Kiya Hai is a song from Gunahon Ka Devta 1967. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Gunahon Ka Devta 1967 album song list for more songs and album details.