Humen Yeh Duniya Wale Lyrics, Singer & Song Details

Bada Admi 1961 album cover

Bada Admi 1961 Album Details

Raj Kaushal
Chitragupta Shrivastava
Prem Dhawan
Sheikh Mukhtar, Vijaya Chaudhary, Jayant, Subiraj, Sajjan, Mukri, Ulhas

album songs
Humen Yeh Duniya Wale
Singer : Kamal Barot, Usha Mangeshkar

Humen Yeh Duniya Wale Lyrics

Song Lyrics Title = Hame Ye Duniya Wale
Song Lyrics Movie = Bada Aadmi 1961
Singers = Kamal Barot, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Chitragupta Shrivastava
Director = Raj Kaushal
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Hume ye duniya wale
Hume ye duniya wale
Pyar ka ilzam dete hai
Magar hum hai ke phir bhi
Magar hum hai ke phir bhi
Yaar ka hi naam lete hai
Hume ye duniya wale

Kaise tujhe eaitbar aaya
Dil me jo pyar aaya
Kisi ko karar aaya
Phir bhi aapko to
Kuch na eaitbar aaya
Khud hi tadap ke
Dil ko tham lete hai
Hume ye duniya wale
Hume ye duniya wale
Pyar ka ilzam dete hai
Magar hum hai ke phir bhi
Magar hum hai ke phir bhi
Yaar ka hi naam lete hai
Hume ye duniya wale

Jab teri yaad aaye
Leke fariyad aaye
Din ko na chain
Pau ankhiyo me rat jaye
Jab teri yaad aaye
Leke fariyad aaye
Din ko na chain
Pau ankhiyo me rat jaye
Ab to ye sapne
Me aaram lete hai
Hume ye duniya wale
Hume ye duniya wale
Pyar ka ilzam dete hai
Magar hum hai ke phir bhi
Magar hum hai ke phir bhi
Yaar ka hi naam lete hai
Hume ye duniya wale

Puchho kabhi hal kya hai
Dil ka sawal kya hai
Sham saheli se kya kya
Sunu to khayal kya hai
Puchho kabhi hal kya hai
Dil ka sawal kya hai
Sham saheli se kya kya
Sunu to khayal kya hai

Phir bhi sabhar se
Hum to naam lete hai
Hume ye duniya wale
Hume ye duniya wale
Pyar ka ilzam dete hai
Magar hum hai ke phir bhi
Magar hum hai ke phir bhi
Yaar ka hi naam lete hai
Hume ye duniya wale...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Humen Yeh Duniya Wale Video

About Humen Yeh Duniya Wale

Humen Yeh Duniya Wale is a song from Bada Admi 1961. It is sung by Kamal Barot, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Bada Admi 1961 album song list for more songs and album details.