Humein Tum Bhool Baithe Ho Lyrics, Singer & Song Details

Shair 1949 album cover

Shair 1949 Album Details

Chawla
Ghulam Mohammad
Shakeel Badayuni
Dev Anand, Suraiya, Agha, Shyama, Murad, Dulari

album songs
Humein Tum Bhool Baithe Ho
Singer : Suraiya Jamaal Sheikh

Humein Tum Bhool Baithe Ho Lyrics

Song Title = Humein Tum Bhool Baithe Ho
Movie/Album = Shair (1949)
Singers = Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Ghulam Mohammad
Director = Chawla

Mp3 Songs Lyrics

((Hamein tum bhool baithe ho
Hamein tum bhool baithe ho
Tumhe ham yaad karte hain
Tumhe ham yaad karte hain
Judaai mein tumhaari
Raat din fariyaad karte hai

Nazar se door hokar
Bewafa kyun ban gaye itne
Kyun ban gaye itne
Nazar se door hokar
Bewafa kyun ban gaye itne
Kyun ban gaye itne
Kisi ke dil ko lekar
Kya yoonhi barbaad karte hain
Hamein tum bhool baithe ho
Hamein tum bhool baithe ho
Tumhe ham yaad karte hain
Tumhe ham yaad karte hain

Zamaane me ajab dastoor hai
Dil lene waalon ka
Dil lene waalon ka
Zamaane mein ajab dastoor hai
Dil lene waalon ka
Dil lene waalon ka
Usi ko loot lete hain
Jise aabaad karte hai
Hamein tum bhool baithe ho
Hamein tum bhool baithe ho
Tumhe ham yaad karte hain
Tumhe ham yaad karte hain..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Humein Tum Bhool Baithe Ho

Humein Tum Bhool Baithe Ho is a song from Shair 1949. It is sung by Suraiya Jamaal Sheikh. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Shair 1949 album song list for more songs and album details.