Hum Tumse Na Kuch Lyrics, Singer & Song Details

Ziddi 1997 album cover

Ziddi 1997 Album Details

Guddu Dhanoa
None
None
Sunny Deol, Raveena Tandon

album songs
Hum Tumse Na Kuch
Singer : Hariharan, Chithra K S

Hum Tumse Na Kuch Lyrics

Song Title = Hum Tumse Na Kuch
Movie/album = ZIDDI
Singer(s) = Hariharan, Chithra K S

Mp3 Song Lyrics

((Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye
Lagta hai darr ye baat ye dil ki
Dil mein na reh jaaye

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye
Lagta hai darr ye baat ye dil ki
Dil mein na reh jaaye

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye

Tum suno gaur se kya keh raha hai sama
Humnashi chhed do chaahat bhari dastaan
Kitne dinon tak kuchh na bataaye
Tum humko tadpaaye

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye

Pyaar kya hai sanam tum humko samjha gaye
Faasle na rahe itne kareeb aa gaye
Dekho hamari khushboo tumhaari
Saanson ko mehkaaye

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye

Raat bhar jaagkar karvat badalte thay hum
Kya kahein kis tarah dilbar machalte thay hum
Kaise batayein tanha akele
Hum kitna ghabraaye

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye
Lagta hai darr ye baat ye dil ki
Dil mein na reh jaaye

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Hum Tumse Na Kuch

Hum Tumse Na Kuch is a song from Ziddi 1997. It is sung by Hariharan, Chithra K S. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Ziddi 1997 album song list for more songs and album details.