Hum Tumhe Kaise Bataye Lyrics, Singer & Song Details

Ekkees Toppon Ki Salaami 2014 album cover

Ekkees Toppon Ki Salaami 2014 Album Details

Ravindra Gautam
Ram Sampath
Sandeep Nath
Anupam Kher, Neha Dhupia, Divyendu Sharma

album songs
Hum Tumhe Kaise Bataye
Singer : Aman Trikha, Tarannum Malik

Hum Tumhe Kaise Bataye Lyrics

Song Title = Hum Tumhe Kaise Bataye
Movie/album = Ekkees Toppon Ki Salaami (2014)
Singers = Aman Trikha, Tarannum Malik
Song Lyricists = Sandeep Nath
Music Director = Ram Sampath
Director = Ravindra Gautam
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Hum tumhe kaise bataye
Tum me kya kya baat hai
Tumse dil me shayari hai
Ishq ki saugaat hai
Hum tumhe kaise bataye
Tum me kya kya baat hai
Tumse dil me shayari hai
Ishq ki saugaat hai

Yeh hawaye chhu rahi hai
Tumko jis andaaz se
Yeh hawaye chhu rahi hai
Tumko jis andaaz se
Yeh adaon ki ada ki ek
Nayi shuruat hai
Hum tumhe kaise bataye
Tum me kya kya baat hai
Tumse dil me shayari hai
Ishq ki saugaat hai

Ishq banjara hai phir bhi
Ab basera chahta
Ishq banjara hai phir bhi
Ab basera chahta
Bas tumahare saath mere
Din hai meri raat hai
Hum tumhe kaise bataye
Tum me kya kya baat hai
Tumse dil me shayari hai
Ishq ki saugaat hai

Hum tumhe kaise sarahe
Kaise de tohfe tumhe
Hum tumhe kaise sarahe
Kaise de tohfe tumhe
Tumko bas chahe hamesha
Ye dua din raat hai
Hum tumhe kaise bataye
Tum me kya kya baat hai
Tumse dil me shayari hai
Ishq ki saugaat hai

Aur kya mange dua me
Aur kya chahe bhala
Aur kya maange dua me
Aur kya chahe bhala
Tumko pake lag raha hai
Rabb hi mere saath hai
Hum tumhe kaise bataye
Tum me kya kya baat hai
Tumse dil me shayari hai
Ishq ki saugat hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum Tumhe Kaise Bataye

Hum Tumhe Kaise Bataye is a song from Ekkees Toppon Ki Salaami 2014. It is sung by Aman Trikha, Tarannum Malik. Lyrics are credited to Sandeep Nath. Music information: Ram Sampath. Read the lyrics above and view the Ekkees Toppon Ki Salaami 2014 album song list for more songs and album details.