Hum Tumhain Chahte Hain Lyrics, Singer & Song Details

Qurbani 1980 album cover

Qurbani 1980 Album Details

Feroz Khan
Kalyanji Anandji
Indeevar
Vinod Khanna, Feroz Khan, Zeenat Aman, Amjad Khan

album songs
Hum Tumhain Chahte Hain
Singer : Anand, Manhar

Hum Tumhain Chahte Hain Lyrics

Song Title = Hum Tumhain Chahte Hain
Movie/Album = Qurbani (1980)
Singers = Anand, Manhar and Kanchan
Lyricist = Indeevar
Music Director = Kalyanji Anandji

Mp3 Song Lyrics

((O ho..
Ho ho..
Naseeb insaan ka
Naseeb insaan ka
Naseeb insaan ka chaahat se hi sanwarta hai
Kya bura is mein kisi par jo koi marta hai
Hum tumhe chaahte hain aise
Hum tumhe chaahte hain aise
Marne waala koi
Marne waala koi zindagi chaahta ho jaise

Hum tumhe chaahte hain aise
Rooth jaao agar tum to kya ho
Rooth jaao agar tum to kya ho
Pal mein aise lage
Pal mein aise lage
Jism se jaan jaise juda ho
Hum tumhe chaahte hain aise
Marne waala koi
Marne waala koi zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chaahte hain aise

Ra ra ru ra ra
Zara poochho to mera iraada
Zara poochho to mera iraada
Mujhe kisse hai pyar
Mera dil ka hai kaun shehzaada
Zara poochho to mera iraada
Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Wo khuda to nahi par zamaane mein sab se juda hai
Mere khwaabon mein jo saj raha hai

Zindagi bin tumhaare adhoori
Zindagi bin tumhaare adhoori
Tumko paa loon agar
Tumko paa loon agar
Har kami meri ho jaaye poori
Zindagi bin tumhaare adhoori
Le chalenge tumhe hum waha par
Le chalenge tumhe hum waha par
Tanhaai sanam
Tanhaai sanam shehnaai ban jaaye jahan par

Hum tumhe chaahte hain aise
Hum tumhe chaahte hain aise
Marne waala koi
Marne waala koi zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chaahte hain aise...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Hum Tumhain Chahte Hain

Hum Tumhain Chahte Hain is a song from Qurbani 1980. It is sung by Anand, Manhar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Kalyanji Anandji. Read the lyrics above and view the Qurbani 1980 album song list for more songs and album details.