Hum Tum Dono Jab Mil Lyrics, Singer & Song Details

Ek Duuje Ke Liye 1981 album cover

Ek Duuje Ke Liye 1981 Album Details

K. Balachander
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Kamal Haasan, Rati Agnihotri, Madhavi

album songs
Hum Tum Dono Jab Mil
Singer : Lata Mangeshkar, S. P.

Hum Tum Dono Jab Mil Lyrics

Song Title = Hum Tum Dono Jab Mil
Song Lyrics Movie = Ek Duje Ke Liye (1981)
Singers = Lata Mangeshkar, SP Balasubrahmanyam
Lyrics = Anand Bakshi
Music = Laxmikant Pyarelal
Produced = LV Prasad
Director = K. Balachander

Mp3 Song Lyrics

((hum tum dono jab mil jayenge
hum tum dono jab mil jayenge
ek naya ithihas banayenge
aur agar hum na mil paye to
aur agar hum na mil paye to
to bhi ek naya ithihas banayenge
hum tum dono jab mil jayenge

sal mahine har gaye sal mahine har gaye
dil jit gaya aur judai ka lo ek din bit gaya
gin gin ke ye duri ke din yu jina mushkil hai
lekin hum phir bhi ji kar dikhlayenge
hum phir bhi ji kar dikhlayenge
ek naya ithihas banayenge
hum tum dono jab mil jayenge

duniya me kitne logo ne prem kiya
duniya ne kitne premo ka khun piya
pyasi talwar nahi rukti kyu iski pyas nahi bujhti
hum duniya ki pyas bujhayenge
hum duniya ki pyas bujhayenge
ek naya ithihas banayenge
hum tum dono jab mil jayenge

phir ye dil dil na tadpta rehata hai
jab humse bedard zamana kehata hai
milna koi do khwabo me kitne hai naam kitabo me
hum unme kyu naam likhayenge
hum unme kyu naam likhayenge
ek naya ithihas banayenge
aur agar hum na mil paye to
to bhi ek naya ithihas banayenge
hum tum dono jab mil jayenge
hum tum dono jab mil jayenge..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum Tum Dono Jab Mil

Hum Tum Dono Jab Mil is a song from Ek Duuje Ke Liye 1981. It is sung by Lata Mangeshkar, S. P.. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Ek Duuje Ke Liye 1981 album song list for more songs and album details.