Hum To Pyar Mein Lyrics, Singer & Song Details

Chor Pe Mor 1990 album cover

Chor Pe Mor 1990 Album Details

Kapil Kapoor
Rahul Dev Burman
Gulshan Bawra
Naseeruddin Shah, Karan Shah, Neelam

album songs
Hum To Pyar Mein
Singer : Amit Kumar

Hum To Pyar Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Hum To Pyar Mein
Song Lyrics Movie = Chor Pe Mor
Singer = Amit Kumar
Music By = R D Burman
Lyricist = Gulshan Bawra

Mp3 Song Lyrics

((hum to pyar me jaagege meri jaan
hum to pyar me jaagege meri jaan
pyar kabhi jukta nahi ye jan le jahan

a tumhe aur bhi pyar ho ja jawan
hum to pyar me jaagege meri jaan
pyar kabhi jukta nahi ye jan le jahan

a tumhe aur bhi pyar ho ja jawan
hum to pyar me jaagege meri jaan

jalim ne pyar pe pahre laga diye
jalim ne pyar pe pahre laga diye
manjil ki raah me kaante bicha diye
lakh tu julm kar, khub le imtihaan
hum to pyar me jaagege meri jaan
hum to pyar me jaagege meri jaan

duniya me pyar ki boli lagne lagi
duniya me pyar ki boli lagne lagi
sone chandi se kyo ulfat sajne lagi
daulte pyar ki hai jaha hum hai vaha

hum to pyar me jaagege meri jaan
pyar kabhi jukta nahi ye jan le jahan

a tumhe aur bhi pyar ho ja jawan
hum to pyar me jaagege meri jaan
pyar kabhi jukta nahi ye jan le jahan
hum to pyar me jaagege meri jaan..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Hum To Pyar Mein

Hum To Pyar Mein is a song from Chor Pe Mor 1990. It is sung by Amit Kumar. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Chor Pe Mor 1990 album song list for more songs and album details.