Hum To Hai Darshan Avilashi Lyrics, Singer & Song Details

Trimurti 1974 album cover

Trimurti 1974 Album Details

Rajendra Bhatia
Rahul Dev Burman
Gulshan Bawra
Asrani, Parveen Babi, A.K. Hangal, I.S. Johar, Sanjay Khan, Keshto Mukherjee, Ra

album songs
Hum To Hai Darshan Avilashi
Singer : Kishore Kumar, Manna Dey

Hum To Hai Darshan Avilashi Lyrics

Song Title = Hum To Hai Darshan Avilashi
Movie/Album = Trimuryi (1974)
Singers = Kishore Kumar, Manna Dey
Song Lyricists = Gulshan Bawra
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Rajendra Bhatia

Mp3 Song Lyrics

((hum to darshan abhilashi kisi rup me bhi hame darshan do
hum to darshan abhilashi kisi rup me bhi hame darshan do
hai apni najar ghat ghat pyasi kisi rup me bhi hame darshan do
hum to darshan abhilashi kisi rup me bhi hame darshan do

ye preet hamari puja hai puja ka fal milna chahiye
ye preet hamari puja hai puja ka fal milna chahiye
rut aai pyar se milne ki milna chahiye khilna chahiye
hum prem nagar ke hai wasi kisi rup me bhi
kisi rup me bhi hame darshan do
hum to darshan abhilashi kisi rup me bhi hame darshan do

man ko humne kitna mara kintu koi kab tak man mare
man ko humne kitna mara kintu koi kab tak man mare
tumko pane ko bhatak rahe nagri nagri dware dware
tumre karan bane sanyasi kisi rup me bhi
kisi rup me bhi hame darshan do
hum to darshan abhilashi kisi rup me bhi hame darshan do
hai apni najar ghat ghat pyasi kisi rup me bhi hame darshan do
hum to darshan abhilashi kisi rup me bhi hame darshan do ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum To Hai Darshan Avilashi

Hum To Hai Darshan Avilashi is a song from Trimurti 1974. It is sung by Kishore Kumar, Manna Dey. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Trimurti 1974 album song list for more songs and album details.