Hum Se Hui Hai Kya Lyrics, Singer & Song Details

Sachcha Pyar 1992 album cover

Sachcha Pyar 1992 Album Details

A Purnachandra Rao
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
None

album songs
Hum Se Hui Hai Kya
Singer : S. P. Balasubrahmanyam

Hum Se Hui Hai Kya Lyrics

Song Title = Hum Se Hui Hai Kya
Movie/Album = Sachcha Pyar 1992
Singers = S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = A. Purnachandra Rao
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Humko mili yahan kis baat ki saja
Humko mili yahan kis baat ki saja
Kyaa bhool ho gayi kyaa patta

Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Humko mili yahan kis baat ki saja
Humko mili yahan kis baat ki saja
Kyaa bhool ho gayi kyaa patta
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata

Waqt ko humne na pahechana
Kismat mein kyaa thaa anjaana
Waqt ko humne na pahechana
Kismat mein kyaa thaa anjaana
Humne jo socha humne jo chaha
Humko milana na zamane mein
Humne na jaana humko lagi hain
Humne na jaana humko lagi hain
Kiski lagi bad duaa
Kyaa bhool ho gayi kyaa patta
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata

Aansu zaher ke hum pee rahe hain
Jeene ko waise hum jee rahe hain
Aansu zaher ke hum pee rahe hain
Jeene ko waise hum jee rahe hain
Dil ki murade baaki hain yaade
Dekhe jahan bas udaasi hain
Tute sapne bikhare armaan
Tute sapne bikhare armaan
Kuch bhi na bacha
Kyaa bhool ho gayi kyaa patta
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Humko mili yahan kis baat ki saja
Humko mili yahan kis baat ki saja
Kyaa bhool ho gayi kyaa patta
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata

Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata
Hum se hui hai kya
Anjaane mein khata...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Hum Se Hui Hai Kya

Hum Se Hui Hai Kya is a song from Sachcha Pyar 1992. It is sung by S. P. Balasubrahmanyam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Sachcha Pyar 1992 album song list for more songs and album details.