Hum Paraye Mar Jayenge Lyrics, Singer & Song Details

Tulsi Vivah 1971 album cover

Tulsi Vivah 1971 Album Details

Chandrakant
C Ramchandra
Kavi Pradeep
Jayshree Gadkar, Anita Guha

album songs
Hum Paraye Mar Jayenge
Singer : Asha Bhosle

Hum Paraye Mar Jayenge Lyrics

Song Title = Hum Paraye Mar Jayenge
Movie/Album = Tulsi Vivah (1971)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Kavi Pradeep
Music Director = C. Ramchandra
Director = Chandrakant

Mp3 Song Lyrics

((Hum paraye nahi hai suno sajna
Apne charno ki dhul hame samjho
Ek din jo nichawar hua tum par
Wohi pooja ka phul hame samjho

Mar jayenge hum fir bhi sajan yahi kahenge
Tumhare rahe hai tumhare rahenge
Mar jayenge hum fir bhi sajan

Hum uff na karenge piya tum mar lo kode
Hum uff na karenge piya tum mar lo kode
Nari wo sati hai jo kabhi dharam na chode
Kabhi dharam na chode
Jag sukh yaha paye to hum dukh bhi sahenge
Tumhare rahe hai tumhare rahenge
Mar jayenge hum fir bhi sajan

Ab to piya jhukne laga sansar hai tumko
Thokar se uda do hamko adhikar hai tumko
Ab to piya jhukne laga sansar hai tumko
Thokar se uda do hamko adhikar hai tumko
Ab jahar bhi de doge to hum has ke piyenge
Tumhare rahe hai tumhare rahenge
Mar jayenge hum fir bhi sajan

Nari to hai dunia me piya ek paheli
Nari to hai dunia me piya ek paheli
Yug yug se rahi hai ye to aasu ki saheli
Aasu ki saheli
Aasu bhi bahenge to bhi ye kahke bahenge
Tumhare rahe hai tumhare rahenge
Mar jayenge hum fir bhi sajan yahi kahenge
Tumhare rahe hai tumhare rahenge
Mar jayenge hum fir bhi sajan))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum Paraye Mar Jayenge

Hum Paraye Mar Jayenge is a song from Tulsi Vivah 1971. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Kavi Pradeep. Music information: C Ramchandra. Read the lyrics above and view the Tulsi Vivah 1971 album song list for more songs and album details.