Hum Ko Mohabbat Ho Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Haath Ki Safai 1974 album cover

Haath Ki Safai 1974 Album Details

Prakash Mehra
Anandji, Kalyanji
Gulshan Bawra
Randhir Kapoor, Vinod Khanna, Simi Garewal

album songs
Hum Ko Mohabbat Ho Gayi
Singer : Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Hum Ko Mohabbat Ho Gayi Lyrics

Song Title = Hum Ko Mohabbat Ho Gayi
Song Lyrics Movie = Haath Ki Safai (1974)
Singer = Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyricist = Gulshan Bawra
Music Director = Kalayanji, Anandji
Film Director = Prakash Mehra

Mp3 Song Lyrics

((Hum ko mohobbat ho gai tumse
aur tumko mohabat ho gai hamse
ab to mil jayega woh khazana
jis ke peeche hai sara zamana
gulabi ankhon ka
na na
gore galon ka
na na
reshmi balon ka
na na na jiski khatir hua hoon main diwana diwana
humko mohabbat

Deewane (bolo)
kis baat ke ho batlao na
sharmao na kya hai dil me tumhare samjaon na
pehle jaldi jaldi bahon me aa jao
phir samja denge hum
aise na gabrao
oh kahin ruswa na karde zamana zamana
humko mohabbat humko mohabbat ho gai hai tumse

Aji chhodo ruswa toh sabhi hai zamane me
kuch ayega kuch jayega bhi dil lagane mein
aane jaane ka ye raaz bhi samja do
dil me raheke dekho dil ko na tarsau
dil ka dil me hai aana hai jaana O jaana
humko mohabbat humko mohabbat ho gai tumse
aur tumko mohabbat ho gai hai humse ..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Hum Ko Mohabbat Ho Gayi

Hum Ko Mohabbat Ho Gayi is a song from Haath Ki Safai 1974. It is sung by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Haath Ki Safai 1974 album song list for more songs and album details.