Hum Ko Bhulaa Do Aise Lyrics, Singer & Song Details

Shararat 1972 album cover

Shararat 1972 Album Details

Manmohan Desai
Ganesh
Hasrat Jaipuri
Biswajeet, Mumtaz, Shatrughan Sinha, Sujit Kumar, Faryal Manmohan

album songs
Hum Ko Bhulaa Do Aise
Singer : Lata Mangeshkar

Hum Ko Bhulaa Do Aise Lyrics

Song Title = Hum Ko Bhulaa Do Aise
Movie/album = Shararat (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Ganesh
Director = Manmohan Desai

Mp3 Songs Lyrics

((Unche mahal ka thhaa ik totaa
Ik ban ki bholi mayna
Lagi bichhadne jab totey se
Rotey huye boli mayna

Hum to koi bhi nahin
Hum ko bhulaa do aise
Toote taare ko
Bhool jaaye aasmaan jaise
Hum to koi bhi nahin
Hum ko bhulaa do aise
Toote taare ko
Bhool jaaye aasmaan jaise
Hum to koi bhi nahin

Tumhaari chhaaon mein jo
Tumhaari chhaaon mein jo
Chaar din guzaare hain
Wo chaar din bhi hamen
Zindagi se pyaare hain
Chalen hain dil mein hum
Chhupaa ke beeti yaadon ko
Chalen hain dil mein hum
Chhupaa ke beeti yaadon ko
Hum to koi bhi nahin
Hum ko bhulaa do aise
Toote taare ko
Bhool jaaye aasmaan jaise
Hum to koi bhi nahin

Iraadon mein na dawaa hai
Iraadon mein na dawaa hai
Na dil mein doori hai
Haale dil keh na sakey
Ham ko ye majboori hai
Kisi tarah se tum bhulaa do
Meri baaton ko
Kisi tarah se tum bhulaa do
Meri baaton ko
Hum to koi bhi nahin
Hum ko bhulaa do aise
Toote taare ko
Bhool jaaye aasmaan jaise
Hum to koi bhi nahin....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Hum Ko Bhulaa Do Aise

Hum Ko Bhulaa Do Aise is a song from Shararat 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Shararat 1972 album song list for more songs and album details.