Hum Kisise Kum Nahin Title Lyrics, Singer & Song Details

Hum Kisise Kum Naheen 1977 album cover

Hum Kisise Kum Naheen 1977 Album Details

Nasir Hussain
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Rishi Kapoor, Kaajal Kiran, Tariq Khan, Amjad Khan, Om Shivpuri

album songs
Hum Kisise Kum Nahin Title
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Hum Kisise Kum Nahin Title Lyrics

Song Lyrics Title = Hum Kisise Kum Nahin Title
Song Lyrics Movie = Hum Kisise Kum Naheen 1977
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Nasir Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Hai agar dushman
Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Koi aaye
Koi aaye, koi aaye, koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
(koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin)

Hai agar dushman
Dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Hai agar dushman dushman

Kya kare dil ki jalan ko
Is mohabbat ke chalan ko
Jo bhi ho jaaye ke ab to
Sarf banda hai kafun ko
Hum to deewane diljale
Zulm ke saaye mein paley
Daal kar aankhon ko
Tere rukhsaron pe
Roz hi chalte hain
Hum to angaron pe
Aa aa aa aa aa aa aa

Aaj hum jaise jigarwale kahan aha
Zakhm khaya hai tab huye hain jawaan aha
Teer ban jaaye doston ki nazar aha
Ya bane khanjar dushmanon ki zubaan aha
Baithe hain tere dar pe to kuch karke oothenge
Ya tujhko hi le jayenge ya marke oothenge
Aaj hum jaise jigarwale kahan
Zakhm khaya hai tab huye hain jawaan
Aa aa aa aa aa aa aa

Aaj to duniya
Aaj to duniya duniya
Nahin ya hum nahin, hum nahin
Koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Hai agar dushman dushman

Ho lo zara apni khabar bhi
Ek nazar dekho idhar bhi
Husn wale hi nahin hum
Dil bhi rakhte hain, jigar bhi
Jhoom ke rakha jo kadam
Reh gayi zanjeer-e-sitam
Kaise ruk jayenge
Hum kisi chilman se
Zulfon ko bandha hai
Yaar ke daaman se
Aha ha aa aa aa aa aa

Ishq jab duniya ka nishana bana aha
Husn bhi khabara ke deewana bana aha
Mil gaye rang inn aankhon ne jigar aha
Tab kahin rangin yeh fasana bana aha
Bhes majnu ka liya maine jo laila hokar
Rang laaya hai dupatta mere maila hokar
Ishq jab duniya ka nishana bana
Husn bhi khabara ke deewana bana
Aha ha aa aa aa aa aa aa

Yeh nahin samjho
Yeh nahin samjho samjho
Ke hum mein dum nahin, dum nahin
Koi aaye
Aa aa aa aa
Koi aaye, koi aaye, koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin

Hai agar dushman dushman....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum Kisise Kum Nahin Title

Hum Kisise Kum Nahin Title is a song from Hum Kisise Kum Naheen 1977. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Hum Kisise Kum Naheen 1977 album song list for more songs and album details.