Hum Jahan Jahan Gaye Lyrics, Singer & Song Details

Naach Govinda Naach 1990 album cover

Naach Govinda Naach 1990 Album Details

S Subhash
Amar Biswas, Utpal Biswas
Amar Biswas, Utpal Biswas
Govinda, Mandakini, Raj Kiran

album songs
Hum Jahan Jahan Gaye
Singer : Jolly Mukherjee

Hum Jahan Jahan Gaye Lyrics

Song Title = Hum Jahan Jahan Gaye
Movie/Album = Naach Govinda Naach (1990)
Singers = Jolly Mukherjee
Song Lyricists = Amar Biswas , Utpal Biswas
Music Composer = Amar Biswas, Utpal Biswas
Director = S.K. Subash

Mp3 Song Lyrics

((Hum jahan jahan gaye
Sab ke dil pe chha gaye
Hum jahan jahan gaye
Sab ke dil pe chha gaye
Are naach kar dilo ko phir
Nachane aa gaye

Yaa come on join me
Hum jahan jahan gaye
Sab ke dil pe chha gaye
Are haan haan
Hum jahan jahan gaye
Sab ke dil pe chha gaye
Hum se takrayega woh
Khaakh mein mil jaayega
Khaakh main mil jaayega
Saamne jo aayega
Woh baazi haar ke jaayega

Hum se pyare hain
Sab se pyare hain
Hum sa koi kahan
Are aise naachenge
Aise gaayenge
Ki jhoomega ye jahan

Hum jahan jahan gaye
Sab ke dil pe chha gaye
Are naach kar dilo ko phir
Nachane aa gaye
Hum se pyare hain
Sab se pyare hain
Hum sa koi kahan
Are aise naachenge
Aise gaayenge
Ki jhoomega ye jahan

Hum jahan jahan gaye
Sab ke dil pe chha gaye
Are haan naach kar dilo ko phir
Nachane aa gaye
La la laa la laa la laa laa))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum Jahan Jahan Gaye

Hum Jahan Jahan Gaye is a song from Naach Govinda Naach 1990. It is sung by Jolly Mukherjee. Lyrics are credited to Amar Biswas, Utpal Biswas. Music information: Amar Biswas, Utpal Biswas. Read the lyrics above and view the Naach Govinda Naach 1990 album song list for more songs and album details.