Hum Hain Khayal E Yaar Lyrics, Singer & Song Details

Jaan E Wafa 1990 album cover

Jaan E Wafa 1990 Album Details

Rukun
Mohammed Zahur Khayyam
Bashar Nawaz
Farooq Shaikh, Rati Agnihotri, Pradeep Khayyam

album songs
Hum Hain Khayal E Yaar
Singer : Asha Bhosle

Hum Hain Khayal E Yaar Lyrics

Song Title = Hum Hain Khayal E Yaar
Movie/album = Jaan-E-Wafa (1990)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Bashar Nawaz
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Rukun

Mp3 Song Lyrics

((Allah allah allah
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Yeh raaje ishq hain
Yeh raaje ishq hain
Isse kahiye juba se kya
Yeh raaje ishq hain
Isse kahiye juba se kya

Puchha hai mujhse aapne
Puchha hai mujhse aapne
Haale dil mera
Puchha hai mujhse aapne
Haale dil junun
Wakif nahi hain aap
Meri dasta se kya
Wakif nahi hain aap
Meri dasta se kya
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya

Bemange hi kbhul ho
Bemange hi kbhul ho
Jis dil ki har dua
Bemange hi kbhul ho
Jis dil ki har duaa
Mange wo khush nasib
Tere aasta se kya
Mange wo khush nasib
Tere aasta se kya
Hum hain khayal e yaar hai
Humko jahan se kya

Allah allah allah
Gujare hai rahe ishq se
Gujare hai rahe ishq se
Deewana war hum
Gujare hai rahe ishq se
Deewana war hum
Ab us makam par hai
Ke laute waha se kya
Ab us makam par hai
Ke laute waha se kya
Hum hain khayal e yaar hai
Humko jahan se kya

Pakid ki jamal ki
Pakid ki jamal ki
Kaise kare baya
Pakid ki jamal ki
Kaise kare baya
Nisbat hain husn yaar ko
Husne baya se kya
Nisbat hain husn yaar ko
Husne baya se kya
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Yeh raaje ishq hain
Isse kahiye juba se kya...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum Hain Khayal E Yaar

Hum Hain Khayal E Yaar is a song from Jaan E Wafa 1990. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Bashar Nawaz. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Jaan E Wafa 1990 album song list for more songs and album details.