Hum Bhi Rahon Mein Male Lyrics, Singer & Song Details

Salaam Memsaab 1979 album cover

Salaam Memsaab 1979 Album Details

Asrani
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Asrani, Tom Alter, Yogeeta Bali

album songs
Hum Bhi Rahon Mein Male
Singer : Kishore Kumar

Hum Bhi Rahon Mein Male Lyrics

Song Title = Hum Bhi Rahon Mein Male
Movie/Album = Salaam Memsaab (1979)
Singer = Kishore Kumar
Lyricist = Majrooh Sultanpuri
Music Director = R D Burman
Film Director = Asrani
Film Producer = V D Kalra

Mp3 Song Lyrics

((hum bhi raaho mein khade hai idhar dekhlo
jaaneman pyarse ek najar dekhlo, hum bhi raaho mein
o le lo le lo duwa kisi pyar ki
hum bhi raaho mein khade hai idhar dekhlo
jaaneman pyarse ek najar dekhlo, hum bhi raaho mein

hum to chaahat ke maare, kya kare dil se haare
aas milne ki lekar, phirte hai maare maare
har gali dekha tumko, har nagar dhundha tumko
jaake tum kis duniya mein kho gaye saajan pyare
o chhoti si lagi ghadi intzar ki, suna kabse dil ka najar dekhlo
jaaneman pyarse ek najar dekhlo, hum bhi raaho mein

hum nahi bhule tumko, tum bhula baithe humko
bewafa phir bhi kahte kaise apne baalam ko
dil ko tadapanewale laut aa jaanewale
ab talak thokar khayi, leke hum tere gam ko
koi sunta nahi ye bekrar ki, dil hai ghayal to hai tukde jidhar dekhlo
jaaneman pyarse ek najar dekhlo
o le lo le lo duwa kisi pyar ki
hum bhi raaho mein khade hai idhar dekhlo
jaaneman pyarse ek najar dekhlo, hum bhi raaho mein))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum Bhi Rahon Mein Male

Hum Bhi Rahon Mein Male is a song from Salaam Memsaab 1979. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Salaam Memsaab 1979 album song list for more songs and album details.