Hum Bhanti Ke Panchhi Hai Lyrics, Singer & Song Details

Naya Sansaar 1959 album cover

Naya Sansaar 1959 Album Details

Nanabhai Bhatt
Chitragupta Shrivastava
Rajendra Krishan
Pradeep Kumar, Nanda, Jayshree Gadkar

album songs
Hum Bhanti Ke Panchhi Hai
Singer : Lata Mangeshkar, Usha

Hum Bhanti Ke Panchhi Hai Lyrics

Song Title = Hum Bhanti Ke Panchhi Hai
Movie/Album = Naya Sansar (1959)
Singers = Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Director = Nanabhai Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai

Bag wahi hai bag ke jisme
Tarah tarah ki kaliya ho
Kahi taras ke champa ke ho
Kahi gulabi galiya ho
Koi paheli kahi nahi hai
Sidha saf ye chara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai

Badi khushi se tigde tigde bolo ji
Badi khushi se tigde tigde bolo ji
Lekin dil me gira jo bandhe
Hai wo pahle kholo ji
Sur mein chahe farak ho fir bhi
Ek tara ek tara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai

Panjabi ya bangali
Madrashi ya gujrati ho
Preet ki ek barat hai ye
Preet ki ek barat hai ye
Tu sab ke sab kailashi ho
Bhesh ya boli kuchh bhi ho
Hum sab ek shama ke parwane
Aapas mein takrar kare
Hum aise to nahi deewane
Mandir maszid girza apna
Apna hi gurduwara hai

Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Hum Bhanti Ke Panchhi Hai

Hum Bhanti Ke Panchhi Hai is a song from Naya Sansaar 1959. It is sung by Lata Mangeshkar, Usha. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Naya Sansaar 1959 album song list for more songs and album details.