Hum Aur Tum Ab Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Jamai Raja 1990 album cover

Jamai Raja 1990 Album Details

Kodanda Rami Reddy A.
Laxmikant, Pyarelal
Javed Akhtar
Hema Malini, Anil Kapoor, Madhuri Dixit

album songs
Hum Aur Tum Ab Nahin
Singer : Alka Yagnik, Amit Kumar

Hum Aur Tum Ab Nahin Lyrics

Song Title = Hum Aur Tum Ab Nahi
Movie/album = Jamai Raja (1990)
Singers = Alka Yagnik, Amit Kumar
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Laxmikant-Pyarelal
Director = A. Kodandarami Reddy
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Hum aur tum abb nahi paraaye, hum aur tum ek duje ke saaye
Hum aur tum manjilon pe aaye, hum aur tum hmm...
Tum aur hum paas aa rahe hain, tum aur hum khoye ja rahe hain
Tum aur hum gunguna rahe hai, tum aur hum hmm...
Hum aur tum abb nahi paraaye

Ga rahi hai hawa, ga rahe hai raaste
Ga rahi hai fiza tere mere waaste
Ga rahi hai hawa, ga rahe hai raaste
Ga rahi hai fiza tere mere waaste
Yeh kya huwa hai mujhako piya ke hosh huye hai gum
Hum aur tum sunake yeh taraane, hum aur tum ho gaye deewaane
Hum aur tum ban gaye fasaane, hum aur tum mm....
Tum aur hum paas aa rahe hain, tum aur hum khoy ja rahe hain
Tum aur hum gunguna rahe hai, tum aur hum hmm...
Hum aur tum abb nahi paraaye

Mil gayi jab najar main toh jaise kho gayi
Chhu liya tumane toh main haseen ho gayi
Mil gayi jab najar main toh jaise kho gayi
Chhu liya tumane toh main haseen ho gayi
Raat dhale jo faasale hai aur bhi honge kam
Tum aur hum aur yeh jawaani, tum aur hum aur rut suhaani
Tum aur hum pyaar ki kahaani, tum aur hum mm....
Hum aur tum abb nahi paraaye, hum aur tum ek duje ke saaye
Hum aur tum manjilon pe aaye, hum aur tum hmm...
Tum aur hum paas aa rahe hain, tum aur hum khoye ja rahe hain
Tum aur hum gunguna rahe hai, tum aur hum hmm...
Hmm mm mm mm...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Hum Aur Tum Ab Nahin

Hum Aur Tum Ab Nahin is a song from Jamai Raja 1990. It is sung by Alka Yagnik, Amit Kumar. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Jamai Raja 1990 album song list for more songs and album details.