Hum Aapke Dil Mein Lyrics, Singer & Song Details

Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain 1999 album cover

Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain 1999 Album Details

Satish Kaushik
Anu Malik
Sameer
Anil Kapoor, Kajol, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Parmeet Sethi, Satish Kaushik, J

album songs
Hum Aapke Dil Mein
Singer : Anuradha Paudwal, Kumar Sanu

Hum Aapke Dil Mein Lyrics

Song Title = Hum Aapke Dil Mein
Movie/Album = Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain (1999)
Singers = Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anu Malik
Director = Satish Kaushik

Mp3 Song Lyrics

((Pehle kabhi na humne kaha
Lo aaj sanam ye kahte hain
Pehle kabhi na humne kaha
Lo aaj sanam ye kahte hain
Hum aapke dil mein rehte hain
Hum aapke dil mein rehte hain

Pehle kabhi na humne kaha
Lo aaj sanam ye kahte hain
Pehle kabhi na humne kaha
Lo aaj sanam ye kahte hain
Hum aapke dil mein rehte hain
Hum aapke dil mein rehte hain

Sach ho gayi dua apna milan hua
Ab na kabhi rahna juda
Milke chalo wada karo
Chhup jau aankho mein
Bas jau saanson mein
Dhadkan ki hai sada
Ek pal kabhi jo dur hue
Dard hajaro sahte hai
Hum aapke dil mein rehte hain
Hum aapke dil mein rehte hain
Hum aapke dil mein rehte hain
Hum aapke dil mein rehte hain

Dono jaha ko bhula ke bas
Tumko karna hai haasil
Kitni mohabbat hai tumse
Tumko batana hai mushkil
Kya zindagi hai hamari
Ye hai amanat tumhari
Bas ab yahi hai tamanna
Saansein tumhe de du sari
Honge kabhi hum na juda
Rag rag mein lahu banke bahte hain
Hum aapke dil mein rehte hain
Hum aapke dil mein rehte hain
Pehle kabhi na humne kaha
Lo aaj sanam ye kahte hain
Hum aapke dil mein rehte hain
Hum aapke dil mein rehte hain.....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Hum Aapke Dil Mein

Hum Aapke Dil Mein is a song from Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain 1999. It is sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain 1999 album song list for more songs and album details.