Hum Aaj Hai Yaha Lyrics, Singer & Song Details

Sadda Adda 2012 album cover

Sadda Adda 2012 Album Details

Muazzam Beg
Shamir Tandon
Sandeep Nath
Shaurya Chauhan, Karanvir Sharma, Bhaumik Sampat, Kahkkashan Aryan, Rohin Robert

album songs
Hum Aaj Hai Yaha
Singer : Ramji Gulati

Hum Aaj Hai Yaha Lyrics

Song Title = Hum Aaj Hai Yaha
Movie/Album = Sadda Adda (2012)
Singer = Ramji Gulati
Song Lyricists = Sandeep Nath
Music Director = Shamir Tandon
Film Director = Muazzam Beg

Mp3 Song Lyrics

((hum aaj hai yaha na jane kal ho kaha
khula aasma na jane hume kaha le chale
dosto ye yaari hum kabi na bhul payenge
wo pal wo lamhe wo tera muskrana ho oo ho
chahe din ho ya raat har pal
aaye gi teri yaad yaad
hum chahe jitane dur ho
ye duriya laaye gi humko paas
wo mushkilo ka safar wo pyar ki lahar
tu hi meri parchhi hai bin tere tanhai hai
teri yaad lot ke phir se chali aai hai

dil ki hai tamana rahe hum sang sato janam
jaan chali jaye aakhri sas tak rahe sang
ho na kabhi tum mujhse juda
chhodna kabhi saath mera
kuch na rahega rahegi ye dosti
yahi jindgi yahi to hai khusi
ho oo ho oo ho oo

chahe din ho ya raat har pal
aaye gi teri yaad yaad
hum chahe jitane dur ho
ye duriya laaye gi humko paas
wo mushkilo ka safar wo pyar ki lahar
tu hi meri parchhi hai bin tere tanhai hai
teri yaad lot ke phir se chali aai hai

hum aaj hai yaha na jane kal ho kaha
khula aasma na jane hume kaha le chale
dosto ye yaari hum kabi na bhul pa ye ge
wo pal wo lamhe wo tera muskrana ho oo ho...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hum Aaj Hai Yaha

Hum Aaj Hai Yaha is a song from Sadda Adda 2012. It is sung by Ramji Gulati. Lyrics are credited to Sandeep Nath. Music information: Shamir Tandon. Read the lyrics above and view the Sadda Adda 2012 album song list for more songs and album details.