Hue Hain Majboor Hoke Lyrics, Singer & Song Details

Pyar Ki Baatein 1951 album cover

Pyar Ki Baatein 1951 Album Details

Akhtar Hussein
Mohammed Zahur Khayyam
Khawar Zaman
Trilok Kapoor, Nargis, Cuckoo

album songs
Hue Hain Majboor Hoke
Singer : Lata Mangeshkar

Hue Hain Majboor Hoke Lyrics

Song Title = Hue Hain Majboor Hoke
Movie/album = Pyar Ki Baaten (1951)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Khawar Zaman
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Akhtar Hussein

Mp3 Song Lyrics

((Huye hai majboor
Hoke apno se dur
Huya mera kya kasur
Kuchh samjh na aaye
Huye hai majboor
Hoke apno se dur
Huya mera kya kasur
Kuchh samjh na aaye

Kaisi bhool ki
Bharosa kaha maan ke
Dukh le liya hai
Use sukh jaan ke
Kaisi bhool ki
Bharosa kaha maan ke
Dukh le liya hai
Use sukh jaan ke

Kis se apna hal
Sunaye re
Koi nahi pas mere
Chhut gayi aash
Ab ras nahi ras
Mera dil ghabraye
Huye hai majboor
Hoke apno se dur
Huya mera kya kasur
Kuchh samjh na aaye

Din khushiyo ke
Humse ruth gaye
Ab apne sahare sab tut gaye
Din khushiyo ke
Humse ruth gaye
Ab apne sahare sab tut gaye
Kise dil ke dag dikhaye re
Koi sune na pukar
Huya jina duswar
Chhuta dil ka kara
Koi kaha chala jaye
Huye hai majboor
Hoke apno se dur
Huya mera kya kasur
Kuchh samjh na aaye.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hue Hain Majboor Hoke

Hue Hain Majboor Hoke is a song from Pyar Ki Baatein 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Khawar Zaman. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Pyar Ki Baatein 1951 album song list for more songs and album details.