Hothon Mein Aisi Baat Lyrics, Singer & Song Details

Jewel Thief 1967 album cover

Jewel Thief 1967 Album Details

Vijay Anand
Sachin Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Ashok Kumar, Dev Anand, Vyjayanthimala

album songs
Hothon Mein Aisi Baat
Singer : Lata Mangeshkar, Bhupindra

Hothon Mein Aisi Baat Lyrics

Song Title = Hothon Mein Aisi Baat
Movie/Album = Jewel Thief (1967)
Singer = Lata Mangeshkar, Bhupindra
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Vijay Anand
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

(( Lata
Honthon mein aisi baat
(Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi) -2
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi

Ho shaloo
Raat kaali nagan si hui hai jawaan -2
Ho~, hay daiyya kisko dasega yeh sama
Haan, hay daiyya kisko dasega yeh sama
Jo dekhoon peechhe mudke (hoy)
To pag mein payal tadpe (hoy)
Aage chaloon to dhadakti hai sari angnayi
Honthon mein haay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi

Bhupinder =
Ho shaloo
Lata =
Aise mera jwala sa tan lehraye -2
Ho~, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
Haan, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
Arrey ab jhumka toote (hoy)
Ke meri bindiya choote (hoy)
Ab to banke qayamat leti hoon angdayi
Honthon mein haay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Hothon Mein Aisi Baat

Hothon Mein Aisi Baat is a song from Jewel Thief 1967. It is sung by Lata Mangeshkar, Bhupindra. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Jewel Thief 1967 album song list for more songs and album details.