Hosh O Hawaas Hai Laapata Lyrics, Singer & Song Details

Ek Tha Tiger 2012 album cover

Ek Tha Tiger 2012 Album Details

Kabir Khan
Sohail Sen
Anvita Dutt Guptan
Salman Khan, Katrina Kaif, Ranvir Shorey

album songs
Hosh O Hawaas Hai Laapata
Singer : K.K, Palak Muchhal

Hosh O Hawaas Hai Laapata Lyrics

Song Title = Hosh O Hawaas Hai Laapata
Movie/Album = Ek Tha Tiger (2012)
Singer = K.K, Palak Muchhal
Music = Sohail Sen
Lyrics = Anvita Dutt Guptan

Mp3 Song Lyrics

((Aankhon ko yun band karke
Dheemedheeme gin ginke
Dhundho hame hum hain kahan
Bhoole se fasaane hain
Zameen pe begaane hain
Dekho hue hum to hawa

Dil ke kinare khwaabon ke neeche
Hai khoya khoya apna jahaan
Main laapata tu lapata
Hoshohavaaaaas hain laapata

Haan ye zid hai meri
Tujhko hi sochenge ab hum
Roshni ye teri
Khwaabon mein rakhenge band hum
Haan subha kab soyi taare kab jaage
Hum bhoole hain ki kab kya hua
Main laapata tu lapataa
Hoshohavaas hain lapata

Le rahe the saansen
Zinda nahi the kabhi hum
Dil ye tujhko de ke
Dhadkan se waaqif hue hum
Tujh mein hi gum hain
Tujh mein hi khoye
Ab dar se tere jaana kahaan
Main laapata, tu lapata
Hoshohavaas hain laapata..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hosh O Hawaas Hai Laapata

Hosh O Hawaas Hai Laapata is a song from Ek Tha Tiger 2012. It is sung by K.K, Palak Muchhal. Lyrics are credited to Anvita Dutt Guptan. Music information: Sohail Sen . Read the lyrics above and view the Ek Tha Tiger 2012 album song list for more songs and album details.