Hoongey Teri Majbooriyan Lyrics, Singer & Song Details

Fauji  1995 album cover

Fauji 1995 Album Details

Lawrence D Souza
Vishal Bhardwaj
Madan Pal
Master Altaf, Raj Babbar, Suresh Chatwal

album songs
Hoongey Teri Majbooriyan
Singer : Kavita, Mohammed Aziz

Hoongey Teri Majbooriyan Lyrics

Song Lyrics Title = Hoongey Teri Majbooriyan
Song lyrics movie = Fauji (1995)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Madan Pal
Music Composer = Vishal Bhardwaj
Director = Lawrence D Souza

Mp3 Song Lyrics

((Hongi teri majbooriyan
Main kyu sahu ye dooriyan
Hongi teri majbooriyan
Main kyu sahu ye dooriyan
Na lagwaye mahendiyan tu
Na penhaye chudiyan
Ui main japat gayi neend
Chalaungi mein hathodiyan
Baraat leke aaungi
Aur le jaaungi teri doliyan
Baraat leke aaungi
Aur le jaaungi teri doliyan
O teri doliyan o teri doliyan
O teri doliyan o teri doliyan

Ho sahera bandhungi
Ho godi baithungi
Ho sahera bandhungi
Ho godi baithungi
Ke baja bajenga
Tu bhi nachenga
Ho sahera bandhungi
Ho godi baithungi
Ke baja bajenga
Tu bhi nachenga
Baraat leke aaungi
Aur le jaaungi teri doliyan
O teri doliyan o teri doliyan
O teri doliyan o teri doliyan

Raste mein neele khwabo ki
Raat ka mausam aayega
Raste mein neele khwabo ki
Raat ka mausam aayega
Tu ghunghat ke pichhe se
Dil pe teer chalayega
Aaja meri jaan tujhe parvah
Luta de sitam chhod de sharam
Are dil ke sharabi aankhon se
Dil ke sharabi aankhon se
Chalana chhuriyan
Main bachke teri jaau
Aaja baaho mein aa
Nakhre waliyan o nakhre waliyan
O nakhre waliyan o nakhre waliyan
Mere soniya

O tera fauji hu zara mann mauji hu
O tera fauji hu zara mann mauji hu
Ke jatt yamla hu o thoda pagla hu
Pyar mein tere jaan meri
Pyar mein tere jaan meri
Chala du goliyan
Baraat bhi na laaunga
Aur le jaaunga
Utha ke soniya o meri soniya))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Hoongey Teri Majbooriyan

Hoongey Teri Majbooriyan is a song from Fauji 1995. It is sung by Kavita, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Madan Pal. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Fauji 1995 album song list for more songs and album details.