Honton Pe Hansi Lyrics, Singer & Song Details

Sawan Ki Ghata 1966 album cover

Sawan Ki Ghata 1966 Album Details

Shakti Samanta
Omkar Prasad Nayyar
S. H. Bihari
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaz

album songs
Honton Pe Hansi
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Honton Pe Hansi Lyrics

Song Title = Honton Pe Hansi
Movie/Album = Sawan Ki Ghata (1966)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Shakti Samanta

Mp3 Songs Lyrics

((Hotho pe hasi aankho me nasha
Pehchan hai mere dilbar ki
Jab dhali najar dil moh liya
Kya baat hai is jadughar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha
Pehchan hai mere dilbar ki
Jab dhali najar dil moh liya
Kya baat hai is jadughar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha

Jab chahe mujhe pagal kar de
Tan me man me shole bar de
Jab chahe mujhe pagal kar de
Tan me man me shole bar de
Har ek ada pyari pyari
Aise to nahi mai dil hari
Kya baat hai is jadughar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha

Tumne jo mujhe pahchan liya
Do pyar bare dil mil to gaye
Tumne jo mujhe pahchan liya
Do pyar bare dil mil to gaye
Mana ke bahut mushkil se mile
Fir bhi apni manjil se mile
Mana ke bahut mushkil se mile
Fir bhi apni manjil se mile
Hai dil ko mere teri hi lagan
Ae ruhe chaman ye tera badan
Tasvir hai sangemarmar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha
Pehchan hai mere dilbar ki
Jab dhali najar dil moh liya
Kya baat hai is jadughar ki

Hotho pe hasi aankho me nasha
Pehchan hai mere dilbar ki
Jab dhali najar dil moh liya
Kya baat hai is jadughar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Honton Pe Hansi

Honton Pe Hansi is a song from Sawan Ki Ghata 1966. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to S. H. Bihari. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Sawan Ki Ghata 1966 album song list for more songs and album details.